Forex loss recover karnay kay liay big lot use ni karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex loss recover karnay kay liay big lot use ni karain
    Dear forex trading main aap ko pata hona chiay kay jab aap ko apnay insta forex bonus account per loss ho jata hai.
    Ya aap ka stop loss hit ho jay to aap ko market main apnay Insta forex bonus account per loss recover karnay kay liay lot size big na karain. Aggressive mood main wrong decision hona gain greed full jo aap ka bonus insta forex account wash kar dain gay chahay 1000usd ka bonus account he kiun na hua to.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jahan tak mera kheyaal hay tu loss ko recover kernay kay koi aisa method ya quliya nhi hay jis say AP foran loss ko recover ker lain aor lot size ko barhana tu bilkul bhi iska hal nhi hay aor recovery serf aor serf mehnat aor experience say aor sabar kay saat trading kernay say huta hay kiun kay forex trading ma koi shortcut nhi hay aor ager koi aisa kahay tu yaqeenan jhot huga.
    • #3 Collapse

      Dear aap ki baat theek hai main forex market Mein Apne instaforex bonus account ke upar Agar kisi ke Sankar loss ho jata hai.
      Tamil Oscar recover karne ke liye Big Lot size open nahi karna chahiye.
      Jab Hum Big Lot size open karte hain Apne instaforex bonus account per loss recover karne ke liye.
      Tamara bonus account access wipeout ho jata hai aur mera mere saath Aisa Kahin Toh Hoga hi forex market Mein Mera bonus account payee dafa wipeout ho gaya hai.
      • #4 Collapse

        sir mien to yeh kahta hion k jab hum forex mien aa ker big lots use kerty hien to hamain es mien yeh nuqsan hota hai k hum es mien aa ker jab market hamary againest jati hai to es mien aa ker hamain loss bee utna he zayada hota hai es lye big lots use kerna munasib na hai.
        • #5 Collapse

          asslam o alikam yes jab hume lose ho jaye kis mistake ki waja se tu hume apna lose recover krne k liye big lots size use nai krni chaiye ise hamra acoount wash ho sakta hai aksar trader tension main hota hai lose ki waja se tu big lot lagta hai ur mazeed lose krta hai
          • #6 Collapse

            Bhai phaly bat tu hume zada risk lena hi nai chaiye market main agr hume zada lose ho jata hai tu os ko recover krne k liye kafi time lagta hai big lots se lose recover nai ho sakta jab tak hamre pass trading ka knowledge na ho tu
            • #7 Collapse

              dear lose to har ik field ka hisaa hay magar jub hamain lose ho jaye to agar ham tention laingay to hamra kia huva lose kabhi bhi wapis nai aa sakat hay hamain bari himmat k sath isay recover karna chaye ji say hamar account bhi maintains rahay gaa aur hamara mined bhi fresh rahay ga agar ham pazal ho k kisi bhi big lot ka sahara laingay to ham say aisa kuch bhi control nai hoga ham dubara phir lose kar jayengay.
              • #8 Collapse

                loss recover karny ka liye josh sy nahi bal k hosh sy kam kary lot size kam use kary or jitna ho saky utna mind clear rakhy or agar trade conform ho to hi trade open kary ta k mazeed loss sy bacha ja saky.
                • #9 Collapse

                  Aslamualaikum bht acha mashwaradia hy app ne humain jab bhi loss hota hy to humain us loss ko recover kerne k lie bhi hum some time jaldbazi se kaam letay hain jis se humain kch hasil hone ki bijaye loss hota hy is lie humain loss ko recover kerne k lie apni lot size big ni rakhna chahiye balkay mere khyal se choti lot size se loss ko recover kerna chahiye is se hum ziada achay loss ko recover ker saktay hain
                  • #10 Collapse

                    g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se garee krtab hun forex trading main jub loss hta hai tu boht se trador bari lot par trade lga dety hain jis se un ak yah matlab hota hai k hum apni trading main jo loss hai wo recover kar skty hain jub k asya nahi hota hai or hota yah hai k dobara loss par account wash hota hai tu loss k bad palning ks ath trading karen ta k dobara loss na ho sky
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex loss recover karnay kay liay big lot use ni karain

                      forex mai hamy jab loss hota hain to hum isy cover nahi kar sakty hain loss ko avoid karna zarore hota hain forex aik international business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex loss recover karnay kay liay big lot use ni karain

                        Boht say trader forex main loss ho janay kya bad forex market say fighting shoro ker detay hain aur har qeemat per apna loss wapas lenay ki koshish kertay hain jis say trader bari lot aur over trading ka istamaal kerta hay. is ki waja say loss to recover kam hi hota hay lakin mazeed baray losses hona shoro ho jatay hain aur account wash ki nobat a jati hay. is liye choti lot use kernay main behtri hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex loss recover karnay kay liay big lot use ni karain

                          yes dear bhto sya log asa he karte hain jaaab forex mian bouns ya pher reall invest main loss ho jata hain tu vo big big lot use kar k apne loss ko revoer karne main lag jate hain 3 4 $ k liye b apne account ko risk main daal dete hain jaab k hum sab ko wait karna chahiye kisi achi entry ka humhain achi entry k bin akabi b trade nhe laeni chahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex loss recover karnay kay liay big lot use ni karain

                            forex mai hamy loss ky bad kabe be thence nahi hona business hain hamy saber karna chahey or next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai hamra koi boss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex loss recover karnay kay liay big lot use ni karain

                              Forex trading business aik risky business hai jis main loss ka risk hamesha rehta hai. Agar loss ho bhi jay to never take big lot size trade. Is sy loss recover honay ki bajay loss bhi ho sakta hai aur big lot size sy loss bhi bohat zyada hoga aur account wash honay ky chance bhi ban sakty hain. So loss ko recover karny k liya strategy ky saath chalain aur steady work karty rahain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X