Kiya loss recover hota hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya loss recover hota hai.
    Dear friends :
    Jab hum kisi pair per trade lagaty hain aur mein loss pe stop ho jati hai. To kiya jab dosri trade lagaty hain to wo pehly wala loss pehly recover hota hai k nai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g janab bilkul market recover kar jati hai lakin is kai liyay ap ko patience ki buhat zaida zaroorat hoti hai aur wo hum logon main hota nahin. Patience kai sath sath humaray account main equity bhi honi chahiyay back up kai tor per jo kai equity ki hifazat kar sakay.
    • #3 Collapse

      dear trade ka yi matlb nahi hota hy ky ap ny jo pehly loss kiya hy ap sirf usi ky liya hi trade lagay gy ap trade kabi bi loss kyy liya nahi lagaty hy balky ap profit ky liya hy trade lyty hy ager tu ap ko loss hota hy tu pht ap yi koshish na kery ky next trade mai loss cover kry gy ap ny jo next trade lagani hy wo ap is soch ky sath lagay ky ap ky t.p ko hit kary gi.
      • #4 Collapse

        Dear aap ko pata hona chahiye ki Jab aap ko Apne instaforex bonus account ke upar huge amount of losses hote hain to aapko Pata hona chahiye kya aap ko Apne instaforex bonus account loss recover karne ka Bhi Zyada Dukhi hoti hai.
        Amazon instaforex bonus account ke upar loss ho jata hai to aap ko pata hona chahiye ki forex market Mein Hame loss recover karna kaafi Jyada Mushkil ho jata hai hame chahiye ki hum Logon ke liye trading karain.
        Apnay insta forex bonus account per.
        Aur map strongly recommend kar sakta Hoon ke forex market Mein Chale Hum trading Karte Hain To Hame Apne analysis bilkul acche Rakhna chahiye aur fundamental analysis ke upar trading karne chahiye market Mein loss recover karne ke liye amount of lot size use na karain.
        • #5 Collapse

          G han my dear brother zaror hota hai recovery es main trader ko apni importance use krni hoti hain jis ko use kr kay aap trading main loss recover kr sakty hain es kay laiy aap ko hard work aur experience ke zarorat hoti hai jis ko aap use kr kay acha profit earn kr sakty hoo her trade per trader learn krna chahahy
          • #6 Collapse

            Dear aap ko pata hona chahiye ke forex market mein aap apne insta Forex bonus account ke upar Agar loss recover karne Ke Chakkar Mein pad gayi.
            To aap ko Apne insta Forex bonus account ke upar Kafi accha nuksan ho sakta hai.
            Aapko Chahiye Hota Hai Kya forex market me trading Kare aur apne insta Forex bonus account ke upar long term ke liye trading Kare or loss recover Karne Ki Koshish Na Kare aap acche entry points ke upar apni insta Forex bonus account mein trading Kiya kare.
            • #7 Collapse

              loss ko recover krny ky leya him logo ko zyada sy zayada mhnat krni hoti ha him log jtni zyada mhnat kre gye him logo ko itna hi jldi loss ko recover kr skty ha
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                g han bhai forex trading jo hmain lsos hota hai wo recover ho jta hai jis k liye hmain mazzed trading karty rahna hota hai or lsos k bad jo hmain pahli dafa profot milt ahai osi se hmara loss revoer ho jata hai or jub hmara loss recpver ho jata hai tab hmain daobara profot hony par hmain proftit jo milta hai wo hmairi eraning hoti hai jis ko hum withdraw karwa skty hain
                • #9 Collapse

                  Dear friend forex trading main agar ao nay loss bohot ziada kar liya hy to osay recover bhi kia ga sakta hy yeh ap k knowlldge par depand karta hy aur agar ao asa na kar saken to acount ko wash karna hi bahter hoga
                  • #10 Collapse

                    Ab ny tk khaha ha ky jb be hmara loss ho jata ha to hm sb ko zada sy zada mahnt krni chahey or zada sy zada learning krty rahna chahey tk ky dobhara kbi loss Na ho is leay sb ko practice kbi be chorni ni chahey krty rahna chahey taky hm sb ko profits mil saky
                    • #11 Collapse

                      G han dear kesi be trade me agar loss ho jata hay to es ka matlab ye nahi key wo kabi recover hi nahi ho sakta, agar 2nd trade achi open ki jaye aur proper strategy key sath trade lagai jaye to mumken hay key loss be recover ho jaye aur sath me profit be acha earn ho sakta hay.
                      • #12 Collapse

                        Dear brother ager aapki pehli trade loss mein hai aur dosri profit mein,zahir hai profit wali trade loss recover ker lygi,mery khayal mein aapko loss recover krny k baad apni trade mein improvement lani chahiye tah k phir kabhi loss na ho.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                          Dear friends :
                          Jab hum kisi pair per trade lagaty hain aur mein loss pe stop ho jati hai. To kiya jab dosri trade lagaty hain to wo pehly wala loss pehly recover hota hai k nai?
                          Hame first of all to you try Karni chahiye ke Hame trading Karke Jyada loss Na Ho Kyunki Agar loss jyada ho gaya Tu usko recover karna impossible hai aap thoda Roz ko Humse recover kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Aslamoalikum friends ......
                            G hn bilkul zaror recovery es main trader ko apni importance use krni hoti hain jis ko use kr kay aap trading main loss recover kr sakty hain es kay laiy aap ko hard work aur experience ke zarorat hoti hai jis ko aap use kr kay acha profit earn kr sakty hoo her trade per trader learn krna cahiya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              My dear friend ager him log bonus account Sy trading krty ha to phir ager him logo ko loss hota ha to phir him logo ko is loss ko recover krna hota ha phir Jo is ky bad profit hota ha wo him log niklwa skty ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X