Galt k ooper galti karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Galt k ooper galti karna
    Dears Ap k sath share Karna chata hoo k trading m jub humari Koi trade loss m ja rahi hoti a forexampal agr hum ne koi b ik pair buy Kia a aur 50 pips hum loss m chaly jaty hain to hum smjty hain k abi is support se to pura month movement neechy hui he ni to phir buy kr dety hain Jb k already Hum buy se loss m ja rhy hoty hain to ehsa kbi b na kary q k trading m wo khuch b o jata a Jo kbi kisi ne soch b ni hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mai apki bat se agree karta hun k forex trading mai insan ko ziddi nai honi chahiye k trade Agar against jaa rai ho to apni ghalti ko maan k saheh faisla karna chahiye. Aur agar trade jaaa rai ho to usko close kar k baray loss se Bacha jaye.
    • #3 Collapse

      I am also agree with you in forex trading main galti k upper galti karna aik bare nuqsaam ka sabab banata he is lie aap ko chahie k galti karne se pehle sahi se read kar lain aur is galti se kuch sekhen ta k aage sahi aur behter trade kar saken aur ziada munafa kama saken
      • #4 Collapse

        G bilkul insan ap ni galtiyoo sy bht kuch seekhta hy or forex mai ap ko koi bhi galti ki gunjaish nai hoti hy is mai yay ky ap aik galti karty ho tu us sy kuch seekhna parhta hy then ap ko dosri galti ki gunjaish nai karni hoti hy ky ap kab galti karty ho or ap ko loss ho jaiy.
        • #5 Collapse

          forex mien aa ker jab hum galati per galti kerty hien o hamain es mien aa ker her bar loss hota hai es lye hamain yahan per aa ker apni mistakes say seekhna ho ga or her bar koshesh ker k earning kerni ho gi.
          • #6 Collapse

            Aesi mistakes ham aksar trading main kerty hain ky agar hamari aik trade per market kafi move ker jati hai hamari open trade ky against tou ham same direction main aik aur trade open ker lety hain aur lot size increase ho jata hai aur loss agar thori dair aur market against hi move kery tou account wash ho jata hai
            • #7 Collapse

              G is traha agr hum trading kartay han k aik trade open ki aur us trade loss mein hy tu us waqt ziada lot size use kar k aik trade aur open ki hy js se loss hota hy tu account hi wash ho jata hy aur ye mistake buht se trader kartay han aur bar bar kartay han k is se loss cover ho loss tu cover nhi hots account wash ho jata hy
              • #8 Collapse

                daer ager tu ap apny ik hi galti ko bar bar kerty hy tu ap ko chahiya ky ap is forex ko chor dy kiyo ky is forex mai ap ko bar bar galti kerny ki jo saza milti hy wo ap ki life ko bi tabah ker day gi ager tu ap mai aber hy or ap ny ik dafa ki galti ko 2bara nahi kerty hy apni us mistake sy sabq seekh lyty hy tu phr koi masla nahi ap ko profit bi mil sakta hy.
                • #9 Collapse

                  Mistake jo hai ye hamari best teacher hai. Acha trader wohi banta hai jo apni ghaltio se seekhta hai. Is liye koshish kerni chaye k jo ghalti aik dafa ho jai wo dobara na ho. Ager aik dafa aik pair pe ap ko loss howa hai to dobara usi pair per usi trend mein trade nai laganj chaye.
                  • #10 Collapse

                    agar hum nay forex trading main galti kar di hay to eski waja say humay loss ka samna karna parat hay es liye humay chahiye keh kam say kam galita karen kyun keh galtia kar kay hum market main achi earning nahi kar sakty so humay es business main money management karty huway theak say kam karna chahiye
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
                      Dears Ap k sath share Karna chata hoo k trading m jub humari Koi trade loss m ja rahi hoti a forexampal agr hum ne koi b ik pair buy Kia a aur 50 pips hum loss m chaly jaty hain to hum smjty hain k abi is support se to pura month movement neechy hui he ni to phir buy kr dety hain Jb k already Hum buy se loss m ja rhy hoty hain to ehsa kbi b na kary q k trading m wo khuch b o jata a Jo kbi kisi ne soch b ni hota
                      Forex trading Madrid karte hue Sabhi traders se mistake ho jati hai lekin achhe traders Hamesha Apne mistakes salam karte hain isliye traders ko chahiye ke apni mistakes Arsalan Kare aur Kabhi apni mistake
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        g dear sai kh rhy hen hm galti k upar galti ki jany ki bjay hmy apni galti sy sekhna chahiy ta k hm next tread m galti krny sy buch saken ye nhi k ak tu galti kr li upar sy mazeed usy bhrhaty rho ye sra sr Glat hy apni galti man k sekho us sy na k forex ko bora bhla kahna start kr do ya forex ko chor do .
                        • #13 Collapse

                          dear forex forum member main ap ke baat say bilkul agree karta hoon aur aisa hum kafi log kar jaty hainn kiun kay us time loss ko recover karna nazar aa raha hota hy bus esi wajha say hum aisa karty hain aur loss bhe uthaty hain
                          • #14 Collapse

                            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apni mistake ko reduce karna start karda forex ma laken ager hum apna mistake ko increase karta ha forex ma to per hum ko profit ka bajaaya hum ko lot of loss hota ha es leya reduce your mistake..............
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han bhai apki bats ahi hai or main apki bat se agree hun jub hmain market ki srt e hal ka andaza ho jata hai tu hmain wohi kam nahi karnachahye jis se hmain achi trah apta ho k hmain se se loss he hoga tu ayse kam nahi karny chahye jiss e hmain loss ho or hmain apny kam main pareshani ka sman ana karna parhy forex ko ahtitay se karen q k yah rsky bsuiness hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X