professtional traders kia krty hian

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    app ne bhoot achaa swal kia hay ju loog waqee trader hain wo market ko look kar kay apney account ki faceing power kay mutabiq trade kartey hain iss leye un ko loss naheen hoota
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Successful trader is that who make large profit with the use of less amount of investment and also make the right decision at the right time and also make good experience for making decision ...........
      • #48 Collapse

        ke ke passs ach trading knowlegede hotea jis ke wajha se wo market ko acha analysie karete ha or kafe acha proift earn karte ha tradign ke liye ye kafe best system ha lakne knowledg hone ke bade best ha
        • #49 Collapse

          bhai baat aisi hai k expert traders ko bhi loss hota hai lekn wo apni behtreen hikmat e amli se apnay loss ko recover kr letay hain aur un k loss ka percentage bhi kam hota hai
          • #50 Collapse

            bhai yeh baat tou obvious hain k professional trader k paas experience hota hain kyun k wo boaht phele se yahan kaam kar raha hota hain .. wo itne trade kar chuka hota hain k usko andaza hojata hain trading ka is liye usko loss nahi hota hain
            • #51 Collapse

              i want lear analysis from professional traders, i recommend to new investor that without experience and information you cannot get success in currency dealing. so first studying then try to making practice on forex demo accounts. new investor should must do more and more exercise in trial. control you feelings because feelings are opponent of currency dealing.
               
              • #52 Collapse

                Dear, Professional traders k pass unki life ka experience hota hai, qualification high level ki hoti hai or wo start se practice me rehty hain, take profit aur stop loss ka use krtay hain is k elawa trade main pending order lgatay hain jis ke wja se loss se profit ke taraf aatay hain.
                • #53 Collapse

                  i think marey Kahyail say jo b foraex taredinge par tareder kam kar rahiye hai international organization ka yae hi maqsad hai kay wo foraex par boaot hi agy tak jhy .
                  • #54 Collapse

                    professional trader forex ko learn kartay hay and knowledge hasil karnay kay liye demo account par practice karna important hay yeh aik acha business hay ap forex say bahot gachi earning kar saktey hay isi liye aap ko chayie kay forex ko learn karay takay aap ka knowledge increase ho aur aap aik future mein good trader ban jayn aur good money make karay .
                     
                    • #55 Collapse

                      professional traders k paas bahut ziada experience hota hay, wo itnay experienced hotay hain k un ko apnay emotions par poora kaabo hota hy aur wo down market mein bhi thek faisla kerte hyn.
                      • #56 Collapse

                        professional traders tu apne kam me bohat maher hotey hain un k pass high level ki knowlwdge hoti ha market ki pehchan hoti ha aur sb se badi bat expereince hoya ha jo kisi bhi loss se apko mehfoz rkhta ha thts why professions apne trading me maher hotey hain
                         
                        • #57 Collapse

                          professional trader wo hotay hain jo forex tarding business main successful hotay hain or wo forex tarding business say success hasil kartay hain to hamain hardwork karna chahiye or mehnat karni cahhiye tab ja kay ham forex tarding business say success hasil kar sagtay hain or achi earning kar sagtay hain.
                          • #58 Collapse

                            mere bhi professtional trae k pass forex ki trading k liye bhot sa knowledge hota ha is liye hume chaye k hum forex par trading k liye hard work karn or hum forex par experience hasil karn k forex par kase trade ki jati ha
                            • #59 Collapse

                              bhai je professtional trader bhe sir je hamare trha say trad he kartay hein aur jo un ko loss nhein hata ye un ka acha knowledge aur experience hay aur wo market kay baray mein buht he ache jankare rkhtay hein aur wo tu shoro say he un ko ko forex trading ache khase practice hote hay aggar hum bhe ye sab hasel kar leen tu hum ko bhe har trad faida day ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                well my dear friend, meray khayal say professional traders ki trading mein loss na honay ka main reason yehi hai kay unn kay pass lots of years ka experience, learning aur knowledge hoti hai jo kay unn kay leay trading ko aur bhi ziada easy bana deti hai jiski wajah say wo apni trades mein loss kum aur profit ziada gain kartay hain...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X