google chrome

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    google chrome
    Asslam o alikam dost main ap se important bat share krta hun bohat se forum members ko google Chrome py jab poste krte hein tu reply k liye jate hein tu eik option ata hai 30 second wait krein hume 30 sec wait krna chaiye agr hum bar bar reply k button py click krein gey tu hamri poste duplicate ho jaye gey ur is ji waja se hamra account ban ho jata hai is liye hume is bat ka khiyal rakhna chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: usamaraja786 پيغام ديکھيے

    G Brothar aap theak hi keh rhe ho jab hamen Google Chrome oe 30 second k wait ka kaha jata hai to hamen wait kr llena behtar hota hai q k agar ham wait nhi kren ge to hamari post duplicate ho jati hai
    Jiski waja se hamari post k bajaye 2 postes show hone lagti hain aur iski waja se hamara account banned bhi ho sakta hai
    Q k pak forum k rule k motabiq hamen copy paste krna sakhti se mana hai aur wo post hamari copy paste men count ho jati hai
    • #3 Collapse

      meri nazar mien ager ap k pass google chrome hai or ap yeh use kerty hien or ager ap k pass jo option ata hai to ap ko wait kerna chahye na k yahan per es mien aa hum in k rules ko follw ker sakty hien.
      • #4 Collapse

        g brother I think yeh jo baat ap kar rahay hain yeh pehlay aisa hota tha lakin ab tu forum main kafi changes aa chuki hain aur ab wait bhi nahin karna parta hamay jo kai aik khush aind baat hai. Main khud pak forum ko chor chukka tha sirf isi waja say kai forum ko buhat zaida complex kar diya ja chukka tha.
        • #5 Collapse

          G bilkul jab ap ki post complete ho jaiy tu ap ko waitr karna chahyay google chrome thora sa tyme lyta hy post ko complete post karny mai pahly quick post wala button red hota hay then pirr thori dair ky liyay aik circul ghomta hy then post waha snatch ho jati hy.
          • #6 Collapse

            yes brother you are right aksar asa bhi hota hai k net slow hony ki waja se apka reply me di hoi post submit to ho jati hai mgr page full open nhi hota ap us page ko refresh karty hain to dubara bhi page open nhi hota to asy me ap ko page close kar k dubara forex forum me login hona chahye asy me bhi apki post duplicate submit hoti rahti hai
            • #7 Collapse

              han dost i am agree google chrome py hum jab poste krte hein tu hume pta hona chaiye k jab wo 30second ka wait mangey ru hume wait kr lena chaiye agr hum wait nai krte tu hamri poste duplicate ho jati hai ur do bar ho jati hai is ki waja se hamra account ban ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Mujhe 2 months hone wale hain almost par abhi tak aisa koi experience nahi hua mujhe ke 30 seconds ka option aya ho posting karte doran agar in future aayega to i will follow the command jo forum pe rules ke mutabik hi kaam karna chaye hum forum sarifeen ko kyun ke rules ki khilaaf warzi ki waja se humara account banned bhi ho sakta hai and humare bonus ki katoti bhi ho sakti hai iss lye jitna ziada forum ke rules ko follow karen wo humare liye best rahega.
                • #9 Collapse

                  forex forum par kam karnay kay liye humay google chrome browser use karna chahiye kyun keh eski speed achi hay aur hum esmain jald he posts kar sakty hay eskay elwa bohat sary browsers bhi hay jo keh forex traders use karty hay humay jis main asani lagy wohi humay use karna chahiye
                  • #10 Collapse

                    dear Google chrome m jb hm posting krty hen tu us m hmy kuch secnd wt ka option hota hy jis ko not kr k hmy wt krna chahiy q k agr hm wt kiy bagear bar bar post ko quick Karen gy tu hmari post doblicat ho jati hy jo frod k zmry m ata hy es liy hmara acount bnd kr dia jata hy so ap maind fresh ho k posting Karen r jb wt krna chahiy tb wt Karen .
                    • #11 Collapse

                      bhai ap ny meri buhat bari mushkil hal kar di hai main is tarha sy apna aik account banned karwa chuka hun aur main yahi kam karta tha lekin mujhy ye ilm nahi tha k is ki waj sy bhi accounbt banned ho jat y hain. insha allah main agy sy is baat ka khayal rakhun ga
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: usamaraja786 پيغام ديکھيے
                        Asslam o alikam dost main ap se important bat share krta hun bohat se forum members ko google Chrome py jab poste krte hein tu reply k liye jate hein tu eik option ata hai 30 second wait krein hume 30 sec wait krna chaiye agr hum bar bar reply k button py click krein gey tu hamri poste duplicate ho jaye gey ur is ji waja se hamra account ban ho jata hai is liye hume is bat ka khiyal rakhna chaiye
                        Hame Ek Khoj karne mein 30 second Aaram Se Lag Jate Hain aur Hame ke bad bhi nahi karna padta 30 sec 19 May Day quotes Hoti Hai Ishq Mitha Pani toh lagta hai mujhe
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          salam
                          g dear ap bilkul tek kaeh rahe hain baz dafa asa he hota hai post ke leye wait hm karte ni hai aur bar bar click karte hain.jis se dupicale ho jati hain.jis se account band hote hain aue hme samj he ni ati hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X