Trade jis pair pe bhi ho dollar index ko lazmi watch kren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade jis pair pe bhi ho dollar index ko lazmi watch kren
    Ham forex men maximum trading usd k hi pairs oe orte hain aur jitne bhi usd k pairs hote hain agar usd kki value ups ya down hoti hai to un sab pe usd uu value k impects hote hain
    Isliye hamen kissi bhi pair pe trade lene se pehlay usd usd index men usd ki value ko zarur chek kr lena chahiye iss hamen market ko analyse krne men kafi help hogi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sai keh rahay hain ap because dollar index ka buhat bar role hota hai kissi bhi movment kai peechay because har pair dollar kai against trade ho raha hota hai ya dollar ka sath aik direction main hi move karta hai so humay kabhi bhi dollar index ko ignore nahin karna chahiyay trading kai doran.
    • #3 Collapse

      Forex mein kuch pairs aise hain jo kay dollar index kay parallel move kartay hain aur kuch dollar kay against jaise kay gold hamesha dollar index kay against hi move karta hai iss lye her surat mein dlar index ka referrance lena bahut zaroori hai aur iss ko apnay analysis mein bhi shamil kya karain
      • #4 Collapse

        Yes of course Forex trading Mein Hame Apne trading karte ho agar agar koi bhi currency pair major currency pair ke upar trading karna ho to Hame dollar index ko Jarur was karna chahiye.
        Kyunki dollar index cable Gaya Apne instaforex ki bonus account ke upar trading acche tarike se nahi kar sakte Gata dollar index Hamara week Hoga ya strong Hoga o c sabse gold Oriya USD currency pairs ki movement Me Hoti rehti hai.
        • #5 Collapse

          G janab trading mai ap ko market or index ky rate ky utar charghao ka knwoeldge rahna chahyay or trading mai yay chexy ho tu ap ko sab kuch pata chalta hy ky ap ki tarde kiss had tak bahtar ja rahi hy is mai yay ky ap hat chex ka knowledge hona chahyay.
          • #6 Collapse

            yes brother aksar asa hota hai k usd ki value me ups down ki waja se oil or gold par bhi asar parta hai to in pairs par trading karny se pahly ham ko usd ki market analyse zaror kar leni chahye jab k crypto currency ka alag se sector hai us ka usd k up down hony se unki value me koi masla nhi banta agr ap us me trading kar rahy ho to ap just crypto market ki analyse karo
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Gee haan forex sari dollar index kay referrance sae hi chal rhi hai jab bhi dollar index tezzi sae move karta hai tou poori market mein tezzi aa jati hai aur kuch currency pairs dollar kay sath sath move kartay hain ur kuch iss kay opposite aur aap ko apni trade mein iss cheez ko bhi zaroor zahen mein rakhna chahye

              اب آن لائن

              Working...
              X