Monday ko market volatility
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Monday ko market volatility
    Dear members pakistan forex forum aik bahut important forum hai aik baat jaan lain kay monday ko market slow honay ki wajah yeh hai kay iss din koi bara event nahin hota iss lye price zayada ter side ways mein hi rehti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear aapki baat darust hai main aap se fully agree krta hoon agar dekha jay to monday ko market kafi sust hoti hai q k two days market close hone ki waja se market men kafi susti dekhi jati hai aur maximum traders monday ko apni tradea close hi rakhte hain
    Isliye jab tak hamen bhi Monday ko ki strong signal na mille to hamen bhi trade nhi leni chahiye
    • #3 Collapse

      sai keh rahay hain bro Monday ko market main volatility kam hoti hai jis say hum faida utha saktay hain because market aik simat main yani trend kai sath move karti hai tu humay chahiyay kai Monday ko aik do trades kar laini chahiyay jabkay Friday ko bhi volatility kam hoti hai lakin Friday can be dangerous as far as trading is concern.
      • #4 Collapse

        Gee bhai aap ki baat theek hai monday ko market bahut slow hoti hai aur iss ki main wajah yeh hai kay market dou din kay gap kay baad open hoti hai tou uss din koi bara event bhi nahin hota lakin raat ko market mein kuch tezzi aati hai jo kay tuesday ko zayada ho jati hai
        • #5 Collapse

          sir aksar yeh dakhny mein aya hai k forex mien jab monday ko market open hoti hai to es mien kio khas movement na hoti hai mager jis tarah din guzarty jaty hien es mien movement bee zayada hoti jati hai.
          • #6 Collapse

            Yes dear aapki baat bilkul theek Hai Mahan Monday Wale Din market Mein volatility bilkul low Hoti Hai means to say ke market Mein Ek Kisan ka ranging behaviour hota hai aur Market bahut jyada slow move Leti Hai.
            Hame chahiye ki Jab Hum forex market Mein trading Kare Hame apni instaforex free bonus count ke upar acche tarike se trade karna chahiye second nahi Hame long term ke liye trading karna hoti hai.
            Weekend ke upar Excel fundamental scenario create hota hai jis mein Jaise aap ko pata hona chahiye ki weekend ke baad first day Wale Din market Mein low volatility hoti hai.
            • #7 Collapse

              G janab market level change hota rahta hy forex mai ap ko market anylisi hona chahyay ky market kiss tyme move ho rahi then hi market level ko cheak kar ky tarde kar sakty ho ior better earning or bonus profit earn kar sakty ho is mai levarage ka margin kafi hona chahyay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Monday ko market volatility

                mery hesab say monday ko market main tezi nahi hoti itni aur es slow movement ki waja say market main trade karnay kay chances bhi bohat kam muhaya hoty hay aur agar hum chahty hay keh esmain acha profit bnaye to humay achy chance ka wait karna chahiye tab he hum esmain achi trade kar kay profit bna sakty hay
                "The mind is everything, What you think you become"

                اب آن لائن

                Working...
                X