Knowledge is the power

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    is main koi shak nahi ha ka Knowledge is the power . our jis bhi trader ka pas trading knowledge hote ha wo bht low balance ka stha b Forex main kam kar ka huge money make kar skate ha .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      main un trader sy pochna chahta hon jin ki trade profit main rehti hai .mujhy btaen k kya hum forex sy itna earn kr sakty hain k hmari routine life main paison ki tention na rahy hum khush-haal ho sakty hain trade sy?
      • #123 Collapse

        mai ye samjta hn kisi bhi kaam ki main base oski knowledge hoti hai. forex trading mai iski boht important hai agr ap k pas achi knowledge ho gi to ap forex trading mai successfull trader ban sakte hai.
        • #124 Collapse

          dear brother main ap ki baat say agree karta hu knowledge is main power hai agr ap is ko learn kar k work karte ho to is main ap acha work kar sakty hain or is main earn kar sakty hain
          • #125 Collapse

            yes brother in forex trading the knowledge is your power, so app ko chhay app ko jahan sy bhi knowledge gain karny ko milly kar lia karain is main koi masla nhi knowledge kahi na kahi use ho hi jata hy
            • #126 Collapse

              dear main trading se faarig hune ke baad posting karta hu kyon ke faarig nahi bethna chaie es lie pehle humain trading karni chaie trading ke baad waqt nikaal ke humain posting bhi kar leni chaie
              • #127 Collapse

                salam! mere qabele ehtiram doston forex trading marketing ki ek esi trading website he jo ap ko kafi munafa deti he as a part time job r mai ap logo ki bat se itifaq kar ta hun wese mujhe is bare mai ziada nhi pata q k mai to bs is mai posting karta hun baqi kam mera friend kar ta he r ap logo ka shukria is k bare mai inti knowladge dene ka.
                • #128 Collapse

                  yes freind it true that knowledge is power ....hamy cahhyioe kai ham forex traidng kay bary mai ziayada say aziyadea knowledge hasil kjary aor tading kai doran us knowledge ko use kary
                   
                  • #129 Collapse

                    ji haa forex bussiness karne se phele aadmi ke pass knowledge aur experince aur skill ka hona bahoot zaroori hai agar yeh hai to wo trader forex me sucess hai.
                    • #130 Collapse

                      if you refuse to learn there is not way you can know. the knowledge is what can save you when the need arises not how hefty you think you are will make any meaning when it comes to forex trading. knowledge of the right thing to do and the right time is all that matters.
                      • #131 Collapse

                        g har kam me apko knowledge ki bhut zrort hoti hai or ap is me apni knowledge se bhut faida utha sakte ho ye apki bhut help kar skata hai i like it very much.
                        • #132 Collapse

                          dakhin g kisi b kam main humain kamayb hony k liy us kam k bary main informatios hasil krna hoti hin phir hi humain pta chlta hy k humian krna kai hy isi trha forex amin b kamyab hony k liy zrori hota hy
                          • #133 Collapse

                            knowledge forex trading k lye ek bht he ehem chiz he har kaam ko shuru karnay se pehle insaan ko know how honi chaheye thori he magar honi chaheye ta kay aap achi trade kar skaen
                            • #134 Collapse

                              Aap ne theek kaha hai knowledge power hai aur isi power se hum forex mein kamyab ho sakte hai is liye humain dil laga kar mehnat karni chahain aur forex k baare mein learning karte rehna chahain is se hamari trading ki skills improve ho gi ar hum ek ache trader bun sake ge.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                ji most of the people do fear while trading it is because they have not complete knowlegde plus they alsn dont have experience so they afraid of loosing money nd they can overcome their fear by practising more and more

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X