Thread post krna zaruri hota hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    mery bahi wesy to main is kam say new hon pr thread ky sat sat post coments bi zarori he.kun ky posting krny say kum ko earning hoti he.thread na bi lagen ko kam ban jata he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shanaya پيغام ديکھيے
      es business mai aisa koi masla nae hai q k hmain bus posts kr k yahan sy bonus bnana hai jisny bad mai hmary trading account mai transfer hona hai to hmain us sy trading k bad profit milay ga
      usiness me aisa koi masla nai. is business me posting importance rkhi hai. because ager ap posting krty hain tb he to p ko trading k lye bonus milts hie or usu bonus SE fr AP hi lag ta k ye zaroori hai agar trading k liye ap ki dil me koi sawal hai to aap wo puch sakty hain thread post kar k or mammary jo seniors hain jinriksha hums dyad para h
       
      • #93 Collapse

        mery bhai is busines me post krna zrori haiis me thred zrori nahi hai is tarha humary knolag me b izafa hot hai or humy agy barhny k chansez b milty hain is forum me aisa koi msla nahi hai
        • #94 Collapse

          Dear, Thread post krna lazmi nhi hota. Agr apni ray puchni ho to phir ap Thread main sawal puch sktey ho dear, nhi to faida nhi mere dekhne main
           
          • #95 Collapse

            g han dost bilkul agar app thread post nai karte hen aur just sirf comment post he karte hen to us sy app ko koi masla nai hoga aur app ak acha bonus earn kar sken gay
            • #96 Collapse

              bhai me new ho to mujhy nahi pata k thread post kya hoti hy me to just aam adimi ki guftagu me a k posting krta ho or mujhy is sy koi problum nahi hy
              • #97 Collapse

                Forum per thread bana zaroori nai, aap pehly se mojood threads pr comment kr ke bhi bonus hasil get kr sakte hain. Agr aap ke pass koi acha idea stretagy ya zaroori sawal hain tu zaroor thread banain ta k us issue ka solution mil sake. Specially thread banane ki koi zaroorat nai.
                • #98 Collapse

                  my dear friend mai tu forex ka aik naya user ho aur maine forex ko abhi naya join kia hai aur filhal posting hi kar raha ho aur trading ko seekh raha ho es liye thread post karna zaroori hai ya nahe es bare mai muje nahe pata.
                  • #99 Collapse

                    dear bro merey khayal say ap is main threa post be kar sakty hain or is main thread ka rely kar k is say be ap ko bouns hasil ho sakta hai is liye ap is main post be kar sakty hain or is say bouns hasil kar sakty hain
                    • #100 Collapse

                      thread post kerna cahi bat hai khoe ky ager forum main thread he nahe ho gy tu reply kes per kare gy but thread asa ho jes sy new member ko fiyda ho skaiye and learning ker skaiye ham sab
                      • #101 Collapse

                        mera khyal he ke passting zarori hee qk iss see hi tu ap ko post karne ke bad bonus mele gaa ar ap tradingkrr sakte hn ar profet bna sakte hnn apne lea
                        • #102 Collapse

                          bilkul b nai jee forex me agar ap post thread nai karte to bilkul koi masla nai he qk forex me koi pabandi nai he k ap post thread karo ye bilkul lazmi nai he ap sirf post hi kar sakte he.
                           
                          • #103 Collapse

                            je han bhai koi masla nahi hai threds post karna koi zarori nahi hai agr ap 2,3 month b kam kro or threads post na kro then b koi masla nahi threads tab hi post kro jab ap kisi ko kuch knowldge btana ho ya janna ho
                            • #104 Collapse

                              mere khayal main brother ap ko thread post karna zaroi neh hota hai balke is main ap ko logon ki posts ki hoey thread pai comment karna lazmi hota hai thread to knowledge k liye poski jate hain i think so
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                nahi aesa kuch nahi hota ye ap ki marzi hay ke ap thread post karain ya na karian kyn ke agar ap ke zehan main koi sawal hi nahi hoga to ap phir kis tarhan thread open kar saktay hain bhai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X