Analysis kis say behtar ho sakty hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis kis say behtar ho sakty hay
    Forex market kay analysis karnay kay liey ziada behtar computer ya laptop hay esmain hum ziada achy say market ka analysis kar sakty hay banisbat mobile app kay aur es main achi entry point aur exit point ko verify kar kay achi trade place kar kay profit bna sakty hay aur humay chahiye keh jis main hum easy feel karen us par he analysis karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain computer per Annaylis kar kay trading karni chiay.
    Kiun kay computer per Annaylisis karna bot easy hota hai jab kay agar ham trading kay annaylis mobile per kartay hain.
    To hamain chiay kay ham annaylisis computer pe kar lain. Or trading mobile pe kar liay karain.
    • #3 Collapse

      dear ap ki bat theek hy ager ap ny acha analysis kerna hy tu ap ko lazmi computer ya laptop py hi kerna pery ga kuch log mobile use kerty hy per us per analysis kerna mushkil hota hy ha trade tu us py ap asani ky sath ker sakty hy laikn analysis kerny ky liya pa ko bari screen ki hi zarorat hoti hy kabi bi bina analysis ky trade na kery.
      • #4 Collapse

        agar hum achy analysis karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es liye humay chahiye keh market main bina analysis kay trade na karen aur humay apny knowledge ko use karty huway market kay bary main theak say analysis zaroor karna chahiye tab he hum esmain achi earning kar sakty hay aur safe reh sakty hay esmain
        • #5 Collapse

          forex ko karny k liye hmain mobile or laptop donu he zarori hota hai or agr hum relex ho kar kam karna chahty hain tu hmain yah donu he cahhaye hota hai q k laptop se hum market ko achi trah analsye kar skty hain or moblie k yah faida hota hai k hum timly hum apna order place kar skty hain es liye yah donu he le leny chhahye q k hmain posting bhi u karni hoti hai jo k laptop par achi hoti hai
          • #6 Collapse

            Dear jahan tak mere khiayl mai ap jab tak forex ko learning ki tarf nhn jao gy ap ko kabi b es business mai acha faida hasil nhn ho lehaza ap ko chaiye k start se he es business mai faida haisl karo aur jasie jaise ap mehnat nhn karo gy tu ap k life ko b enjoy karo gy soo dekkh k aur smjh k he ap apni life ko b enjoy karo aur apni es trading ko boht he behtreen faida ap ko learning k bad he start ho jaye ga...
            • #7 Collapse

              Forex me kuch aise technical terms hoti hn jo easily hm sekh sakte hn q k nothing in this world impossible because word IMPOSSIBLE own I AM POSSIBLE . but there are some circumstances to do it possible
              • #8 Collapse

                Re: Analysis kis say behtar ho sakty hay

                forex mai analysis ke 3 types hain is ko use kar ky jab hum kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or acha bonus earn kar lety hain lakin hamy kabe be in ko ignore nahi karna chahey hamy in ko experience sy bahter bana ky kam karna chahey forex students or house wife's ky liye bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis kis say behtar ho sakty hay

                  Dear friend hamara lia best method yahi ha k ham analysis computer ya laptop pa he krain tak ham trends wagaira ko ache trah sa understand kr skain waosa tu mobile pa bhe kr skta hain laikin jo best practice ha wo yahi ha k analysis laptop wagaira pa kr lain aur agr trade wagaira lgani ho tu wo mobile sa lga lain baqi iss main koi rule nhn ha k ap kis sa trade lgain aur kis sa analysis krain
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis kis say behtar ho sakty hay

                    analysis ke different types hain hamy in ko apny experience sy bahter bana kay in ko us kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy hamy kabe be inhy ignore nahi karna chahey forex aik ama job ke nisbat bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hain forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis kis say behtar ho sakty hay

                      Yes brother ap ki bat tek ha personel computer pa hum achi tarah analysis kar sakty ha lakin us ka ye matlab hergiz nahi k mobile pa analysis nahi ho sakty kisi bi chez ka analysis karna ak fun ha agar ye fun kisi achy sa teacher sa samj ly to per mobile pa analysis karna mushkil nahi ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis kis say behtar ho sakty hay

                        g bhai aap ki baat soo feesad theek hay forex trading mn analysis ki bohot zaroorat hoti hay or aap ko kabhi kabhaar bara sar khapana parta hay analyse karny kay liye tab jaa kay kuch cheezen pallay parti hen, ic silsilay mn agar aap mobile say operate kar rahay hen apni franchise ko tou aap ko kafi diqqat ho gi or matlooba hadaf ya information bhi haasil nahin ho gi, pc ya laptop ic soorat e haal mn kisi naimat say kam nahin hay mn aap ki baat say ittefaq karta hn keh analyse pc ya computer say he behtar ho sakta hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis kis say behtar ho sakty hay

                          analysis krny k leay ap ko price action ana chaheay ye sb sy best method hy analysis krny k leay r es k sath sath ap ko fundamental ko b dykhna chaehay q k fundamental ka boht he ziada effect hota hy forex market m.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Analysis kis say behtar ho sakty hay

                            Dear ager app ko forex markeet ke analiyses ko behter karna hi to app ko forex markeet ke achy se learning karna pary ge acha knowladge hasil karna pary ga
                            app ko muktlaf indicators ko follow karna seekhna pary ga ky kon sa ashara sahi hai our kon sa galt
                            app markeet ko laptop par analyises karain ya mobile par app ko jab takarkeet ko sahi sy analyises karna nhi ay ga app kabi b flrex trading main agy nhi nikl sakty

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X