Forex trading ko responsibility k saat laina chaheye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ko responsibility k saat laina chaheye
    Lazim baat hai k forex trading ik bari responsibility hoti hai har kesi par q k baad mai wo khud aos trade k result ka zimadar hota hai yani agar loss ho taab be wo zimadar hota hai aor agar profit ho taab be so jab ap esko be dosre cheezo ki tarha responsibility samaj kar lainge tu shaid apke thinking eske bare mai different hojaege aor ap esko ache tareeqay say handle kar sakoge
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear is main koi shak nai hay k agar ham forex trading ko responsibilitis k sath nai laingay to hamain forex say koi faida nai hoga hamara har achay say acha order bhi lose main jayega aur hamri sari mehnat pay hamaisha say pani phirta rahayga aur ham kisi say ya khud bhi jitna marzi acha signals use karaingay hamain us main bhi lose ka samna he karna parray ga.
    • #3 Collapse

      dear hmy sab sy pehly yi bat sochni chhaiya ky ager ap ny trade kerni hy tu ap kitna loss berdasth ker sakty hy usi hisab sy ap ko trade ki lot lagani chahiya or jab bi trade kery gy ap pori zemadari ky sath trade kery kiyo ky jo loss ap ka ik dafa ho jata hy wo phr ap 2bara itni asani or jaldi ky sath cover nahi ker sakty hy trade lagany sy pehly market ko achi terha daikh liya kery.
      • #4 Collapse

        Dear forex trading main kafi saray responsibilities hoti hain. Aap ko pata hona chiay kay forex trading main jab aap trading kartay hain to hamain chiay kay ham apnay insta forex bonus account per hamesha lot size small rakhain.
        Is tareekay say aap ko maloom hona chiay kay hamara insta forex bonus account per trading main account save raita hai.
        Hamari trading main kafi dari response hota hai.
        • #5 Collapse

          g han sir man ap ki is bat se itfaq karta hon ke forex ko responsibility ke sath karna chahiye aur is main ap mind ko dhayan main rakh kar kam karen aur pore samaj ke sath apna work kare ager ap ise apni responsibility nai samjhen ge is main kamyab nai ho saken ge aur earning bhi achi nai ho gi.
          • #6 Collapse

            Je bahot achi bat share ki hai dear forex belkol ik responsibility hai jo koi b karay isko full zimadari k sath karain.
            • #7 Collapse

              agar hum forex trading main money managemnet karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main humay resposiblity bhi feel karni chahiye kyun keh esmain mehnat karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho pati hay esmain mehnat karni chahiye
              • #8 Collapse

                forex trading aik proper trading busines hai or hum es main apny apko aik professonal ho kar kam karen tu hum achi trading akr skty hain q k aik business ko smjhna or bat hoti hai or soko apna business msjhna or bat hoti hai or aghr hum forex ko apna persnal business smjh kar trading karen tu he hum es main akmyb ho skty hain
                • #9 Collapse

                  Dear jahn tak mera expereince hai es business mai jab tak ap serious ho k kam nhnkaro gy ap ko kabi b es busienss mai acha faida haisl nhn ho sake ga aur ap es busines smi alos skar jao gy ap ko sab se pehle jo cheez karni hoti hai wo es business mai apne loss ko control karna hota hai jo k sirf aur sirf leanring se he possible hai es liye ap ko mehatn karni ho gii....
                  • #10 Collapse

                    G ha jnab ap ny Sahi kaha agr hum log threading ko responsibility k sath Nahi Kary gay asy yohi mzakh ma ly gay to hunt is say profit Kam or loss ziada ho ga. Or koi bi zimadari Pori tarha say nibahny wala kabi bi pechy Nahi rah sakta.
                    • #11 Collapse

                      Aslamoalikum dears friends..........
                      G mn ap ki bt sy agree hon bilkul yeah lazmi bt hy keh forex trading ik bari responsibility hoti hai har kesi par q k baad mai wo khud aos trade k result ka zimadar hota hai yani agar loss ho taab be wo zimadar hota hai aor agar profit ho taab be so jab ap esko be dosre cheezo ki tarha responsibility samaj kar lainge tu shaid apke thinking eske bare mai different hojaege aor ap esko ache tareeqay say handle kar sakoge
                      • #12 Collapse

                        Dear fellow forex trading ek esa business hay jis may profit and loss aap ka personal hotha hay is waja say es ko pore responsibility say karna hotha hay our apne knowledge our experience ko madenazar rakh Kar trading karni chaheay
                        • #13 Collapse

                          g bilkul forex treding m hmy responsibility k sath treading krni chahiy q k agr hm es m without responsibility k kam Karen gy tu kbi es m export tredr nhi bn shaken gy r na hi achi earning kr k sucsecs full treadr bn k profit earn kr saken gy .
                          • #14 Collapse

                            Forex trading ko ap jab b kary to pori responsibility sy kary to phir he ap es me successful ho sakty he agr ap trading ko aik mazak samj kar kary to phir ap es me kabi b kamyab nahi ho sakty or phir ap ko loss he ho ga es liye trading soch samj kar pori responsibility sy karni chahiye to he ap achay trader ban sakty he
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han my dear brother aap nay teak kaha hai koi kam bhi hoo us main achi success hasil krni chahiay aur Forex trading main too app ko thori thori bat say learn krna chahaiy aur galti say bachna chahaiy aik galti aap kay laiy loss ka zarya ban sakti hai es laiy ap kam kay time main kam bss phr daikhain kay aap ko success ksy milti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X