Poor honay ki waja forex trading main loss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Poor honay ki waja forex trading main loss
    mainy bohat say aisy traders kay bary main bhi suna hay jinho nay forex market main bohat ziada loss kea hay aur achi stage say kafi down ho gya aur sab say badi galti ziada tar traders ki market kay against trade karnay ki the humay aisy traders say sabq seekhna chahiye kyun keh esi main aqal mandi hoti hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han ap ki bat bilkul.right hay k forex market main aese beshumar log hain jinhi ne forex main acha profit bhibearn kia hay lekin phir apne working style ko change karne ki wajha se wo apna loss bhi kar chukay hain ap jab bhibtrading start karain bar bar apni stretiges change mat karain aik hi way se kam karain take ap apna loss na karain jo log aesa karte hain humain un se sikhna cahiay aur one way par kam karna cahiay jis se ap profit bhi hasil kar lain aur ap ka account bhi save rahe
    • #3 Collapse

      dear is main forex ki forum ki etc kisi ki bhi koi ghalti nai hay agar aap forex business say related ho kar poor huvay hain to yeh sab apki apni mistakes hay agar apnay kuch manage kark forex ko join nai kia hay tab bhi ap ki he ki ghalti hay,hamain har haal main forex ko join karnay say pehlay is k tamaam rools ko follow kartay huvay join karna chaye.
      • #4 Collapse

        brother jo bat ap ny ki hy waqi aisa hota hy tabhi tu is forex ky bary mai kaha jata hy ky is mai 90% log loss kerty hy jaha tak mai samjhta hun is ki jo sab sy bari 2 hi wajha hy ik tu yi ky ap bina learning ky is market mai in hoty hy or 2 sri jo miry nazdeek sab sy bari waja hoti hy wo hamara lalch sy bharpoor hona hy ager hm mai yi yi 2no chezy na ho tu hm bi um 10%logo mai shamil ho sakty hy.
        • #5 Collapse

          Dear aap ki bat bilkul theek hai forex market Main maximum trader say yehe mistake hoti hai kay market trend kay against trade lagana hai.
          Big lot size open kartay hain jis waja say un ka insta forex bonus account wash ho jata hai.
          Mera khud insta forex bonus account kai bar wash hua hai.
          Aap ko pata hona chiay kay hamain forex main loss kafi dafa big lot size experience ki waja say account main hita hai.
          • #6 Collapse

            bohat say traders aisy bhi hay jo keh forex trading main lalach ki waja say market main bohat ziada loss kar lety hay aur agar hum esmain lalach karen gay to esmain earning nahi kar sakty so es liye humay chahiye keh esmain sabar kay sath kam karen kyun keh tab he humari trading achi ho sakti hay esmain laalch na karen
            • #7 Collapse

              forex trading main aghr hum aplning ks ath trading karen tu hum apny bonus ko boht achi traha use kar k apni eraning ko barha skty hain es liye hmain apni trading main bonus ko spch smjh kar use karna chahye q k yahi hamara sarmaya hota hai trading ka hum es main aghr palning ks ath trading karen tu hmain acha profot eran karny main kamyhi hoti hai or hmain loss bhi kam se kam hota hai
              • #8 Collapse

                Jee haan forex mein woh trader bhi hoty hein jo her waqt loss krty hein hamein unki mistakes se seekhna chahiye tah hum loss se bach sakein hamein unki tarah mistakes nahi krni chahiye.
                • #9 Collapse

                  dear aysa kch nhn hai forex mai trading aur earnign k liye poor log he aate hain es mai poor hona loss ki waja nhn hai es mai waja sab se bari learning na karna hai es liye ap ko pehle ap ko dekh sun aur smjh k kam karna ho ga jo k kam demo account se start hota hai aur sath sath ap es mai achi trading kar k b faida hasil kar skt eho lehaza ap ko kabi b loss nhn karna bal k mehant karni hai...
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Assla,o alikum dears brothers ...........
                    G mn ap ki bt sy agree hon forex market main aese beshumar log hain jinhon ny forex main acha profit kia hay lekin phir apne working style ko change karne ki wajha sy wo apna loss bhi kar chukay hain ap jab bhi trading start karen bar bar apni stretiges change mat karain ek hi way se kam karain takekeh ap ka kam acha ho agar apny ap ko change kren gy work ky hisaab sy tu apkliya woh work phir new ho jay ga ur new work ko samjhna hota hyb es liy ap apny old sitting ko jari rakhin change nh kren

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X