Indicators kay baray mei kuch further misunderstanding

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators kay baray mei kuch further misunderstanding
    dear freinds aap bohat sey traders dekho gay jo sirf indicator pe he depend karna shuru kar detay hain aur loss kar detay hain asal wajah ye hoti hay indicator ka sahe se unko knowledge nahe hota aur wo just depend kartay hain ess pe hum ne khud achi tarah trade kay analysis karnay hotay hain indicators ney just humay aik way dena hota hay analysis mei indicate kartay hain humay aik acha idea mil jata hay esliye sirf indicator pe he depend karna ghalat hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G ap ki bat bilkul theek hay aur mnain ap ki bat se agree kati hun k hum jab bhi trade karain humain sirf indicatoers par hi depend nai karna cahiay kiu k lazmi nai hay k indicatores humain har bar right trade hi dain jo log sirf indicatoras k mutabik hi trade karte hain un ki trades wrong bhi chali jati hain is liay lazmi nai hay k indicatores humain har bar right trade hi dain
    • #3 Collapse

      brother mai ny akser jo bi kamyab trader ko daikha hy wo log bilkul hi clear chart py hi trade kerty hy mai ny un ky chart mai kabi koi bi indicator nahi daikha hy wo log sirf support or resistence ko hi draw ker ky trade laga rahy hoty hy or ik kamyab trader hoty hy ap in indicator ko use mat kiya kery .
      • #4 Collapse

        Dear forex trading main aap ko pata hona chiay kay indicator hamain bot zada loss karwatay hain. Aap ko maloom hona chiay kay jab aap trading kartay hain.
        To aap ko kam say kam oscilators use nahi karnay chiay.
        Kiun kay forex market main oscilator aap ko bot zada loss daitay hain trending market main.
        • #5 Collapse

          indicators per bohot ziada depend karna b acha nai hai aur traders ko indicators per zaroorat say ziada depend nai karna chaiye. indicators har dafa sahi trading signal b nai day rahy hoty hain aur kafi dafa traders ko indicators ka proper use b nai aa raha hota hai jis ke waja say kafi masla ho sakta hai . traders ko indicators kay sath sath apny trading analysis b use zaroor karny chaiye.
          • #6 Collapse

            Forex trading main indicaters bohat eham hain lekan kam ilmi ki wajah sy ham indicaters ko hi sab kuch samjh lety hain jab keh successful in trader k lye indicaters k sath news aor fundamental analysis bhi zaroori hy.
            • #7 Collapse

              trading main different kisam kay indicators use hoty hay en indocators ki agar hum theak say setting karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main khoob time daina chahiye kyun keh time dai kar seekh kar es business main earning bhi achi kar sakty hay esmain mehnat karni chahiy
              • #8 Collapse

                indicarors se hum trading ki help tu lety hain laken yah hmain zeyda time tak k liye still profot nahi dety hain q k jub hmain forex ka knolwedge nahi hota hai tab hum indicators use karty hain jub k sub se best way yah hota hai k hum apni trading ko khud mange karen q k jub hum khud mange karty hain tab hmain indicators ko zeyda use nahi karna parhta hai
                • #9 Collapse

                  indicter pr hm ko khi hi hrosa nai krna chiya ham ko indicater pr kahi hi hrosa nai krn chiya is ki waja ya ahoti hy k ya market k movemint k bd move krty hy us waj sy ham ko hoyt loss bhi hot hy jhsy agr indicater seel bt rh ho to market buy my brek ho jye to jb tk who chandel close nai hogi tb tk indicter to sell hi bta rha hoga is liy in pr bhaarosaa nai krna chiya
                  • #10 Collapse

                    han ap theak keh rahy ho kafi log jo new aty hain forex me wo bass har waqat new indicators ki talash me rehty hain ager wo yahi mehnat apni practice me lagayen or is ko sekhen toh wo kamyab ho satkty hain lekin indicators me wo apna sirf time zaya karty hain or end me result me siwaye loss k in ko kuch hasil nai hota wo indicator ko as a signal provider use krty hain jo k wrong hai indicator apko just trend indicate krta hai .
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicators kay baray mei kuch further misunderstanding

                      forex mai indicators hamy market mai enter hony mai madad dety hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik big business hain is mai muslims be kam karty hain or hum is mai nono muslims be kam karty hain is mai usa chania or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X