bohat se members asay hain jo best entry ka wait nahe kartay hain aur jahan mood hota hay trade kartay hain even market watch ki na dekha kay buy ya sell chal raha apnay mind kay mutaabik trade laga detay hain asay emotions ki zadd mei aakar kabhi trade na karain siway loss kay kuch khaasil nahe hoga aap ko chaiye aap proper tarikay se analysis kar len achi tarah then aap ko faisla karna chaiye best trades ka sab se best traika hay ye
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим