Jaiza lenay kay bad decision lenay k benefit!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza lenay kay bad decision lenay k benefit!
    dear friends humey hamesha apni trades sirf best analysis kay baad karni chaiye analysis zaroori hain then aap achi tarah market ka jab jaiza le len then aap ko best decision lena chaye kay jo aap ney kisi tarah plan karna hay analysis kitnay perfect best nazar arahay hain ya market mei kuch risk bhi involve hoga just aik jaiza kaafi nahe hay aap saath mei news ko risk ko bhi har syarat dekhn len jab aap ko har taraf se benefit nazar araha ho tab aap trade kar den sahe tarika ye hay jiss se faida hoga..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well ap ki bilkul right hay k hum jab bhi trade krain market ko achi tarha watch karain tamma analysis karain har news ko read karain k kon se news hay aur kis news ka market par kya effect ho sakta hay us k bad hi ap achi trade kar sakte hain kiu k bina analysis k ap achi trade open nai kar sakte aik ache trader ki yehi neshani haybk wo pehly marjet ko observe karta hay aur us k bad hi koi trade karta hay
    • #3 Collapse

      Dear jab aap forex market me jaiza laitay hain to aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain apnay insta forex bonus account per jaiza laina ya kay lain kay apnay insta forex bonus account per basic technical Annaylisis kar kay aap trading karain.
      To aap ko apnay insta forex bonus account per kafi acha profit hasil ho sakta hai laikin hamain chaiay kay trading main apnay insta forex bonus account per trading kartay huay money management ka kahas khial rajhain.
      • #4 Collapse

        jaiza ya analysis market mai trade position ke entry say pehlay bohot hai ziada zaroori hai . kafi saray traders market analysis trading position open karny ke baad he karty hain jis say loss kay elawa aur time wasite karny ke elawa kuch b hasil nai hota hai. traders ager analysis karin tu in ko trading mai achy result milty hain aur trading b profitable ho jate hia.
        • #5 Collapse

          Forex main success k lye study bohat zaroori hy. Yeh juaa nai hy aot na hi aesy deal kerny sy success milti hy achi tarh tajzia karen us k baad trade krny sy loss ka chance kam ho jata hy. Sochy samjhy beghair trade enter karen to jald hi us ka result negative mil jata hy
          • #6 Collapse

            agar hum forex trading main dill lga kar time dai kar trading karen gay to humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay dil lga kar time daina chahiye kyun keh time dai kar seekh kar esmain tab he trading achi kar sakty hay es business main jitni ziada mehnat karen gay utni achi earning kar sakty hay
            • #7 Collapse

              g han apki bat shai hai or main apki bat se agree hun forex trading main jub hum achi trah se analsye karty hain atb he hum mapni trading main acha fiadsla ly skty hain q k es se hmain apni trading mains ahi faisla leny ka bhi ti emil jata hai tu pahly apko trading main achi trah se analyse karna chahye os k bad trading karni chahye ta k hmain apni trading se faida ho na k loss
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                jaia lyny k bnad ham ko kafi had tak profit hota hy agr ham kafi achi trha sy jaiza ly lytyh y to hamko phr y hota hy k ham ko bhopt zeada profit hota ahy loss k jo chnace hoty hy who bhot kam ho jaty hy agr ham loss nai krna chaty hy to ham ko phly shi chii trh sy jiza kr lynaa chiya our ham ko bhot hard work krna chiya achi trh sy trading krny k liy aa

                اب آن لائن

                Working...
                X