During a trade patience is very important

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    During a trade patience is very important
    Jab ham koi trade open krte hain to uss waqt hamen trading men sabar se kaam lena bahot hi zaruri hota hai ham tab hi kamyab ho pate hain
    Jab hamari koi trade loss men ja rhi hoti hai to tab hamen sabar se kaam lena chahiye aur always stoploss k sath hi trade krni chahiye
    Aur agar hamari trade profit men ja rhi ho to hamen sbar krna chahiye aur kam profit men trade close nhi krni chahiye aur hamen apne target tak wait krna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    During trading sabr hi karna chaye agr hamy loss ho b raha ho agr for example tou taizi nai karni chaye ho skhta hai agly hi second hamri trade faidy main chali jaye or jald bhazi main hamy loss ho jaye jub b ap koi trade lagaty hain tou us pay take profit and stoploss must use karain ye main tools hain her trade k liyee..
    • #3 Collapse

      Forex trading mein sabar buht zaroori hy hum sabar se trading kar k acha profit bana saktay han trade open karne ya close Karne mein sabar karna zaroori hy sabar se market ko dekh kar samjh kar trade open karni cahaiye aur trade mein profit ho ya loss sabar karna cahaiye aur trade mein stop loss aur take profit ka use karna cahaiye sabar se hi earning kar saktay han forex trading ki market se
      • #4 Collapse

        G ap.ki bat right hay haynk hum jab bhi koi trade open karte hain tou us k bad humain apne ap par qabo rakh kar hi trading karni cahiay cahe humain loss ho raha ho profit humain apne take profit aur stop loss take ka waut jarna cahiay jald bazi main aa kr hum apna loss kar sakte hain trading karte waqt huamin pactiuns se kam lena parta hay
        • #5 Collapse

          chahay humari trade loss mei jaarahi ho ya hum ne trade kay liye analysis keye hon confirm aik jaiza kay baad he humey trade kay liye enter honay mei sabs e zyada faida hay aur jab hum acha target rakhtay hain humaray analysis perfect hon aur hum jab y chart mei judgement kar len kay market kay wahan tak janay kay chances hain levels touch hongay then patience rakhen aur aik good award haasil karain
          • #6 Collapse

            Yes Dear U Right. Trading Me Hamrey Sabar Ka Imtehan Jab Hy Jab Order Loss Me Ho Ke Hum Sabar Krte Hain Ya Nai Us Order Ke Profit Me Ane Ka Ya Level Hone Ka Ya Har Kar Close Krjate Hain
            & Trading Me Hamei Lalach Ka Imtehan Jab Hy Ke Jab Hamra Order Profit Ne Hee Aur Hum Close Krne Low Profit Lene Ke Bajye Wait Kreahe Hy Ke Profit Ziada Ho Ye Lalach Hy.
            Stop Bohat Acha Imp Function Hy Aur Hamey Use Lazmi Karna Chaiye Hy.
            # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
            • #7 Collapse

              agar hum forex trading main sabar kay sath kam karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main money management karty huway dil lga kar trade karni chahiye tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay mehnat karni chahiye ta keh acha earn kar saky
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
                Jab ham koi trade open krte hain to uss waqt hamen trading men sabar se kaam lena bahot hi zaruri hota hai ham tab hi kamyab ho pate hain
                Jab hamari koi trade loss men ja rhi hoti hai to tab hamen sabar se kaam lena chahiye aur always stoploss k sath hi trade krni chahiye
                Aur agar hamari trade profit men ja rhi ho to hamen sbar krna chahiye aur kam profit men trade close nhi krni chahiye aur hamen apne target tak wait krna chahiye
                ye baat aap ki bilkul theek hai trading karte huye patience bahut jyada Jaroori hote hain Agar Tere Bina ration scale reading Karenge Tumko kuch pata nahi hoga Aur Woh galat reading kar lenge
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  forex trading aik riksy business hai or aghr hum es main ayse kam karengy k hmain khud ki wjah se he loss ho jay tu hum kbhi bhi es main zeyda der k liye trading nahi kar skty hain jald he forex se bahar nikal jaty hain es liye apny emotions par qabo rakhty howe trading karen ta k apko loss na ho or yahi trading mainz eyzda zarori hai q k hmain trading main safe rahty howe trading karni chahye
                  • #10 Collapse

                    Trading need trading demands and trading requires time and patience ye aap ko maloom hona chaaye jab trade open hoti hai to wo 2 3 minute mein to khatam hone wali nahi until and unless aap ko profit achieving point haasil na hojae tab tak aap ko trade pe nazar rakhte rehna hota hai ke kab trade close kren kab stop loss and take profit ko use krna hai aur kab market favour mein move kre tab tak humen sabar se kaam lena chaaye and main cheez agr aapko loss bhi hojata hai to bhi patience show kren apni mistakes se learn kren un pe work then again next aake trade kren usko sudhar laayen pichli galtiyon se.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Hum trade open tu ker leity hein mager jald baazi krty hein ji se loss hota hai hamein trading k doran patience k sath kaam kerna chahiye tah k trading mein koi mistake na ho saky.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X