beginner trading ki starting kaha se karna zeyda behtar hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    beginner trading ki starting kaha se karna zeyda behtar hay?
    Beginner (ibtedai) trading ko start karna demo account ki practice se karna chaye ya Forex learning books se karna chaye, mery khayal me jab tak ham books se Forex learning ki ibteda karen gey to demo account me trading be hamary ley easy ho sakti hay aur overall learning karny me be asani ho sakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے

    G behtar aapki baat bahot had tak darust hai kissi bhi new trader ko forex ka start demo se hi lena lena chahiye jab ham demo pe achi practice kren then hi hamen forex ka acha experience mille ga aur ham apni achi stragtty bna paen ge
    Jab ham continue practic krte rhen ge to ham bahot achi skills bna len ge aur ham kamyab ho saken ge
    • #3 Collapse

      overall compulsory learning kay liye humey demo account se he start lena hota hay demo account bohat zaroori hay aap knowledge gain karo gay experience gain karo gay kam se kam bhi 2 se 3 months demo practice karni chaiye new person kojo bhi information ho trading ki uso personally appy karna chaiye estarah knowledge barhay ga trading ka confidence bhi barhta jay ga
      • #4 Collapse

        Yes of course forex trading main jab beginning main trading start karna ho to hamain chiay kay ham forex trading main apnay insta forex bonus account per jab trading karain to pelay start.
        Main hamain chiay kay ham demo account per practice karain. Jab ham demo account per practice karain gay to hamain us.
        Kay bad apnay insta forex bonus account per trading karain gay to hamain kafi acha profit hasil ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          agar hum forex trading main khoob time dai kar trade karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay sabar kay sath kam karna chahiye kyun keh kam main agar hum mehant karen gay aur seekh kar esmain trading karen gay to he humari trading achi ho sakti hay
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            Beginner (ibtedai) trading ko start karna demo account ki practice se karna chaye ya Forex learning books se karna chaye, mery khayal me jab tak ham books se Forex learning ki ibteda karen gey to demo account me trading be hamary ley easy ho sakti hay aur overall learning karny me be asani ho sakti hay.
            business ideas for chahiye capable for Raksha Bandhan ke baare mein Jankari aur learning karne ke baad bhi demo account mein trading kare.in Ko fayda Hoga learning ke baad bhi demo account mein trading Kabhi chahiye
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              jub koi trador fotex ko joain karta hai tu osk liye acha hai k wo pahly demo accaount ko use kar k trading kary q k demo main hum trading ki practce karty hain tu hmari trading skils bhi devlop hoti hai or hum apni trading main acha expernce gain kar skty hain es liye hmain pahly apni trading skills ko devlop karni chahye os k bad real account main trading karni cahhye es k bad ap apna start acha ly skty hain forex main
              • #8 Collapse

                Jee han new traders ko demo account per practice krni chahiye ya phir kisi expert se bhi seekh sakty hein yeh koi itna mushkil nahi hai,internet per bhi boht si websites hein forex ki un se bhi learn kiya ja sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: beginner trading ki starting kaha se karna zeyda behtar hay?

                  agar hum forex mai new hain to hamy demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai tarding ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab hon jaty hain or acha bonus earn kar lety hain forex pakistan mai legal ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: beginner trading ki starting kaha se karna zeyda behtar hay?

                    agar hum forex mai new hain to hamy demo account mai zada sy zada practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain is mai kam karny ka hamy bonus be milta hain is mai aik sal ke practice ky bad hum expert trader ban jaty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: beginner trading ki starting kaha se karna zeyda behtar hay?

                      Sir forex mien jo bee new traders aty hien un ko chahye k wo as mien aa ker demo acocunt use karian agar wo as mien demo account use kerty hien tu un ko as mien aa ker acha experience mil sakta hai or jab un k pass acha experience ho jata hai tu wo achi trade ker k earning hasil ker sakty hien as lye hard work kerna bhut zarori hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: beginner trading ki starting kaha se karna zeyda behtar hay?

                        agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy ache learning hasial karne chahey or hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hum agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X