Forex trading main lalach

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    janab Forex main lalach ese hoti hae k agr thora profit hogaya h tou jazbaat main aa kar ab zada risk wali trade lgana k hamen iss main bhi profit hoga or phir nahin hota hae jab profit tou hum loss ki shakal dekhtay hain phir hamen pata lgta hae k lalach ki waja se pichla profit bhi hath se gaya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      hamain is forex main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay gay aur trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skaty hain aur profit hasil karny main bi asani ho skay gi aur earn
      • #453 Collapse

        gee haan bhai forex trading mein lalach krna acha nhe he aur forex trading mein jo lalch krta he us ke trading mein risk ziada hota he aur trader ko loss krna prta he es lie trader apne trading mein lalch na kre aur apne trading sahih tareeqe se kr ke acha profit hasil kre
        • #454 Collapse

          forex trading me lalch bht nuksan da hai.is se hum ny jo kamay hota hai wo bhi zaya ho jata ha .lalch bhot buri bala hai . lalch forex me account ko wash ki had tak poncha deti hai.
          First LEARN Then You Can Remove The "L"
          • #455 Collapse

            greeding bori chiz ha Forex par tradings kartaey time lalch nahe krni chaeyeah aor baraey sakaoon sey tradings krni chahyeah,paa ko jitnaa profits mill rah hei us hasal karein issi me behtaree hae
            • #456 Collapse

              Forex mein tradings hm soch samjh kr krny chahiyaa es mei kbhi bhee tradings lalech keh saath nahin krny chahiyaa kyon keh woh humey aksr loss h dilwatey hai, aur koch nahin iss liyaa humey dheyan s aur darust tara s tradings krny chahiyaa yahee hamrey liyaa achay baat hotey hay.
              • #457 Collapse

                Haan jee greed to bohat boori balaa ha, kayon ky agar koe greed karaey gaa, tuo woh kabi kissi bhee kaam mein successfull nyi hao skta our me tuo har newbie ko yahee hi naseehat du gaa, ke woh tradings mein kabi greed na kerein our jitnaa munafa melaey osaey accept ker liye ,,
                • #458 Collapse

                  Bro greeding Us times trader ky dil mein pedaa hotaa hai jb Us ko aik trading mein profits hao rha hotaa hai mager woh aur zeydaa munafa keh chkar mei rhta ha iss kaa nuqsan yeh hotaa hai ky woh trading ksi times bhi lose mein chalee jaati hai go profits hao rha hotaa hai woh bhi chalaa jaata hai aur Us ko munafa kee jagaa lose hao rha hotaa hae
                  • #459 Collapse

                    haan jee bhi Forex main lallch nahin krni chaehain es say app kaa profits lose main convert hao jaata ha, aor ap ko nuqsaan hotaa ha, iss ley zayadaa kee lallch main ap ko apnaa kam profits bhee lose kr leti ha, iss ley ap ko tradings lallch keh sath nahin balki tajruba ky sath krni chaehain app lazman successful hao gy.
                    • #460 Collapse

                      bahi may yahiee kahuoo ga ky ap ko Forex tradings may greed ke reasons say hee tradingmeey khushee nahe mileey gi kio ky tradings aek essa buseens hai jiss may aa ko slowleey hee janaa hotaa hai aur ap ko lalach say avoid krna hogaa iss kaammeey.
                      • #461 Collapse

                        bahi human kee fitraet may included hi greeding krana lekin Forex tradings aek essa karobar ha, jis may greed krneey walao ko bilkaol pasnd nahi kya jaata ess liyay humeey tradings may bilkaol lalch sy avoid karana chaye takeey kesi kism kei loss sy bachaa jaa sky aur yeh hmary liyay kaafi faedamnd sabet hao gaa.
                        • #462 Collapse

                          forex trading men tu dear her insan hi lalach ker jata hai forex men pesa hi itna sara hota hai k is men insan na chahty hoey bhi lalach ker leta hai or ap ko apny lalach per control kerna ho ga pher ap is men acha kam ker skaty hein
                           
                          • #463 Collapse

                            je brother hum ko Forex me laluch boori aadat hai, aur yeh tradings ky ley bahot nuqsaan deh hen isleye laluch buhut buree habit hai aor always laluch sy avoid krna chaheaye.
                            • #464 Collapse

                              mere thought mei iss kee mutaliq her kisee kee apnee apnee ray ha, kyu ki Forex tradings ki karobar main baaz traders aysaa krty hein aur baaz aysaa nahin krty hein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                brother Forex tradings main profits ke greed hooti hr traders yehi chata ha, ky won more se ziydaa Forex say munafa hasil ly aor issi greed ke reasons sey trader ko loss hao jaata ha, Forex mei lalch bahot loss dy ha, go bhee iss karobar main greed krta ha, usy nuqaen uthaana parrta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X