Trade clear mind se open kren confusion se nhi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade clear mind se open kren confusion se nhi
    Aksar ham jab koi trade open kr lete hain to ham sahi tor pe market ko analyse nhi kr pate hain aur ham confusion ka shikaar ho jate hain, hamen aisi kissi bhi situation men koi trade open nhi krni chahiye
    Hamen always clear mind k sath hi trade open krni chahiye jab ham achi tarah se analysis kr len then hi hamen koi decision lena chahiye aur always trend k motabiq hi trade open krni chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han koi esa trade open nahi nahi karna chaye jes me 30% loss key chances ho, clear mind key sath aur conform order place karna chaye jes me risk factor 2% to 5% ka ho, ham agar risk factor ka khayal karen gey to hi ham successful trading kar sakty hey.
    • #3 Collapse

      I agree ap koi b tarde jub open kartay hain tou agr ap confusion main ah gay hain tou ap trade open kar daitay hain tou apko uska loss hoga koi b tarde open krnay sy pahly mind ka claer hona bhoot zarori hai jub apka mind clear hota hai tbhi ap best tareekay sy trading main best stragety use kar skhtay hain jub b trade karain tou mind ko clear kar k karain..
      • #4 Collapse

        agar hum mind clear kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiye keh esmain rules ko lazmo follow karen kyun keh rules ko follow karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi ho pati hay esmain humay fresh mind kay sath kam karna chahiye
        • #5 Collapse

          g han bhai apki bats ahi hai forex trading main boht se trador full confedient ho kar trading nahi karty hain q k un ka knilwedge es qabil nahi hota hai k wo apni trading main full confidence nahi hoty hain os se hota yah hai k wo esi dar ks ath main galat trade lga dety hain jis k bad un ko loss hota hai tu full fonfedence ks ath trading karen tu hmain loss k chances kam ho ksty hain
          • #6 Collapse

            Trade aap ko tab hi open krni chaaye jab aap ke pas ek goal set ho trading ki strategy bani hui ho trading ka plan setup hua parha ho ek proper tab hi aap trade ko open kren and main cheez market ki analysis kren agr ye nahi kia to phir trading mein aap ne seekha hi kia hai kyun ke bina market ko jaane hue aap kabhi bhi trading mein profit gain nahi kroge sirf trade close hongi to loss mein and aap apne vision set rakho clear mind rakho sharp minded raho during the trade focus do and hard working approach se behave kro.
            • #7 Collapse

              yes dear ap nay bilkul theek kaha hay k hamain jub forex ko join kar lia hay to hamain is ko trades kartay wakta apna mined saaf rakhna chaye aisa na ho k hamara dhayan kahin aur ho aur ham chart pay trading start kar rahay hon aisa kabhi nai karna chaye aisa karnay say hamain sirf aur sirf lose ka he samna karna paray ga is k ilawa aur kuch bhi nai hath ayega.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Dear ap thek keh rahe hain forex aik mind ka business hai aur es mai trading karte waqt jab tak ap ka mind fresh nhn ho ga ap kabi b es business mai acha earn nhn kar sakogy es liye ap se start mai demo account pe kam karne k bare mai bola janta ahai jab b ap kisi b business mai mehnat karo gy aur wo mehnat agar sahi simt mai ho gi tu ap ko faida hasil ho jaye ga...

                اب آن لائن

                Working...
                X