Up aur down trend ko nazar andaz na karin
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Up aur down trend ko nazar andaz na karin
    Forex market mein koi bhi ek pair hamesha up trend par nahi chal raha hota kabhi wo up jahra hota hai aur kabhi wo down chala jata hai hame trade lagane se pehle trend ko check karna chahiye ke wo kis state mein hai jis side mein ho hamesha usi side trade open karin otherwise hame bahut ziyada loss ho sakta hai..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading main total market movement hoti hi trend ky hisab sy hai tou trend bhi time to time change hota rehta hai so jab bhi trend change hota hai tou hamain trend ky against bilkul bhi trade open nehi kerni chahiay ky ham her bari movement ky against trade open ker ky loss ker lety hain
    • #3 Collapse

      forex market kay trend ko humay zaroor follow karna chahiye kyun keh follow karty huway he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main khoob time dai kar seekh kar es business main kam karna chahiye esmain mehnat karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Up aur down trend ko nazar andaz na karin

        forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain

        اب آن لائن

        Working...
        X