Apni galti say sabqa zaror lena chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Apni galti say sabqa zaror lena chahiye

    g haan bhai jaan ap ne thek hi aha hai kee ham ko aesa hi karna chahiy hai kee ham ko as main apni ghlatyon se kuch na kuch sekhna chahiy hai q k agar as mai kamyab hona hai tu as main ap ko aesa hi karna chahiy hai as main ham ko dil se kam karna chahiy ahi qaor as main achese kam \karnma chahiy as man mihnat bhi karny chay hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Apni galti say sabqa zaror lena chahiye

      jab tak ap mistakes se seekhain gy nahin ap kabhi bhi forex mein success hasil nahin kr skty.forex mein mistakes to sab hi krty hain lkein success wo hasil krty hn jo apni mistakes se kuch seekh lety hn or bar bar mistakes ko repeat ni krty. so be professional. and try to learn from your mistakes.
      • #18 Collapse

        Re: Apni galti say sabqa zaror lena chahiye

        Boht say trader jab trading kertay hain to wo trading hi kertay jatay hain uno nay kabi bhi trading history ko us lehaz say nahi dekhta kay us ko apni ghalti ka pata chalay wo bs trading main laga rehta hay. ager wo trading history say apni loss wali trade ko dekhay aur un trades kay loss ho janay ki waja ko tlash keray to meray khayal main wo trader kay liye kafi helpful ho gi.
        • #19 Collapse

          Re: Apni galti say sabqa zaror lena chahiye

          jab hum forex mai kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin loss ky bad hamy zada thence nahi hona chahey hamy apne galtiyo py gur karty hoe next time kam karna cahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex mai hum apne galtiyo sy learning hasial kar ky kamyabe hasial kar sakty hain
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Apni galti say sabqa zaror lena chahiye

            forex main kam karty waqt ham sy koi galti ho jaye to hamy zada tense nahi hona chahy balky apni galgtio ko improve kar ky kam kara chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or agr ham apni galtio ko avoid kiye bager pasy kamay ky lalch main kam kary gy to hamy loss ho jaye ga is main market ka ya hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota

            اب آن لائن

            Working...
            X