Shortcut

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Shortcut
    Forex trading me koi shortcut nahi hai ap jitni mehnat karo gy utny hi kamyab ho gy ap or agar ap mehnat nahi karo gy to ap ko bus loss hoga is liye shortcuts ka na sochy or dil laga kar mehnaat kary.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear duniya ma her kaam ma shortcut mojod hay aor aksar log shortcut use bhi kertay hay laiken bhai forex trading ma koi shortcut nhi hay aor na hi koi chala sakta hay is liye forex trading say raato-raat ameer ban'nay walay hamesha nakaam rehtay han is liye ager kisi nay forex trading say profit laina hay tu pehlay forex ka mukammal knowledge aor experience hasil kerna paray ga tab kamyabi milay gi warna mushkil hay.
    • #3 Collapse

      G kuch buissnes aysy hy jin mai shortcut ways hy success or money hasil karny ky liyay kuch buissness aysy hy jin mai ap ko straight sy chalna hota hymoney ko hasil karny ky liyay so shortcut luck par depend karta hy baki ap ko is tarha sy loss bhi ho sakta hy.
      • #4 Collapse

        kisi kisam ka short cut use nahi karna chahiye forex trading main kyun keh short cut use karnay say hum market main earning nahi kar sakty ulta humay market main es waja say nuqsan ka samna karna parta hay aur humay dil lga kar es business main mehnat karni chahiye tab he safe reh sakty hay
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Shortcut

          forex mai hamy shot cut method ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy is ke waja sy hamy loss hota hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain

          اب آن لائن

          Working...
          X