Bearking Points
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai mary khyal se wo breaking news hai jb bhe ksi country se koi khas news atti hai to os se forex per kafi assar part hai or hamay forex mia new ko deekhna kr chalna parta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear main abi forex main naya hun aur forex k bary main zeyada nai janta lakin mery khyal main barking point sy murad wo point hy jahan tk aksar wo pair movment kr raha hota hy un chand dino main agar wo us ko crass kr jata hy to phir wo kafi nechy ya oper tk jati hy
      • #18 Collapse

        esa bikul hota hai market paney break point ko agar break kar jye to es mainmaret phir long term k liye usi terf move kar jati hai or app es say acha profit earn kar laety ho
        • #19 Collapse

          forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business yeh kya hoota hay isskay baray main mujhay pata nahe hay.
          • #20 Collapse

            Breaking of the points forex forum trading my agar ap pakistan froex forum trading my agar work karty ho
            • #21 Collapse

              Assalam-O-Alaikum han jii bhai jan is forex trading ki market ka breaking point be hota hey misal kay tor per ager eur/usd ki price 1.9895 ho to is ka aik down me 1.8954 per breaking point hoga key ager market is point ko break karey ge to market ka down trend shuro ho jay ga aur yehi is ka breaking point hoga.
              • #22 Collapse

                well maine jab forex business start kiya tab maine 200usd invest kiye thy phr maine uss ko lose kar diye phr araam araam se kamaney laega and2k tak profit kar liye jjo baad mai wo b lose kar diye hain isliey k mere sath knowledge nahi tha forex k barey mai..
                • #23 Collapse

                  har bar humain learning kar kay achy say kam karna ho ga jis say humain trade main loss km ho ga hard work kar kay practice kar kay humain market main ana ho ga k loss km ho skay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #24 Collapse

                    ye jahan tak mera kheyal hai k market k movement k bary main hota hia aur hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho skay aur trend ko use kar k hi hum achi trade karein
                    • #25 Collapse

                      Bhai breaking point wo hota hy jis mein market trend mein jaty hovy apny target sy pehly hi opposite jany lagti hy tou wo jis point sy trend break karti hy usy breaking point kehty hain
                      • #26 Collapse

                        Han g dears breaking points mery andazy k mutabiq se support aur resistance levels ko kehty hain. jab kabhi 3rd support ya 3rd rsistance level hota hai. means price us se uper ya nechy chali jati hai to aik naya trend banna shuru ho jata hai. aur market break honey k baad kafi ziada movement karti hai.
                        • #27 Collapse

                          market mai to braking point aaty rehty hain yani ksi wqt market up ho jati hai or ksi wqt market ki value down ho jati hai. es sorat mai aap pewr depend krta hai k aap kis trf turn laity hain....
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            market main trade karny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main news ko dekh k hi hum achi trade karein gay aur hamain market main planing kar k hi hum run karein gay aur is forex main acha earn kareing ay

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X