Ik ache trader ki kiya nishaniya hoti hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ik ache trader ki kiya nishaniya hoti hai ?
    Ik ache trader ki ye nishani hoti hai k wo aksar market ko new ways say study karta rehta hai aor har time kuch na kuch learn karne far focus daita hai ik acha trader wo hota hai jo apne emotions ko kabo mai rakta hai aor cool mind say market mai apne trades lagata hai ik acha trader wo hota hai jo apni mistakes ko next time repeat nahe karta balke osko identifies kar k avoid karta hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
    Ik ache trader ki ye nishani hoti hai k wo aksar market ko new ways say study karta rehta hai aor har time kuch na kuch learn karne far focus daita hai ik acha trader wo hota hai jo apne emotions ko kabo mai rakta hai aor cool mind say market mai apne trades lagata hai ik acha trader wo hota hai jo apni mistakes ko next time repeat nahe karta balke osko identifies kar k avoid karta hai
    aik acha trader wohi hota hay jo achay ki koshish karta rehta hay yehi cheez usko kamyab banati hay wo daily best analysis karta hay market ko achi tarah predict karta hay learning pe aur experience ko best karnay pe uska focus hota hay ye deep interest usko kamyab bana deti hay qualities bohat hoti hain achay traders mei best planning se trading karna best analysis kay bagair trade mei enter na hona ye best traders ki nihsaaniyan hain
    • #3 Collapse

      Is business mein aik acha trader wahi hota hai jo market ko analysis kerta hai,market mein kis cheiz ka trend chal raha hai phir woh market mein aata hai aur trading kerta hai woh apna focus trading pe rakhta hai yeh achay trader ki nishani hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        agar hum aik acha trader banna chahty hay to zaroori hay keh es business ko achi trha learn karen kyun keh achi trah learn kar kay mehnat karnay main he faida hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay aur humay cahhiye keh esmain khoob time bhi dain ta keh market main achi earning kar saky

        اب آن لائن

        Working...
        X