Loss kay baad trading saay mayous nai hona hai .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss kay baad trading saay mayous nai hona hai .
    Traders ko loss hota rehta ha aur experienced traders ko b forex trading mai loss ho jata hai. aur forum members ko b ager traing mai loss ho b jiye tu as a new members jin kay pas investment ke b kami hai . iss loss ko bohot ziada dil per mat lain .
    Bas try karin ke iss loss ke waja bannay wali mistakes search kar kay in per kam karin ta ke next time yeh mistakes na hon. Tu iss say next time trading achi ho ge aur kuch arsay mai result behtar milnay start ho jain gaay.

    Iss liye maire traders say request hai ke loss honay per himat nai harin aur nai siray sy Start lain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear profit aor loss tu her business ma huta hay aor forex trading tu hay hi risky business is ma tu loss kay chances bhi zeyada hutay hay tu iska ye matlab thori hay kay ager humay loss hu jaye tu dil hi chor dayn balkay loss tu normal si baat hay aor humay chayi kay ager humay loss hu tu hum os loss say bhi kuch na kuch seekhnay ki koshish karay ta kay pher kabhi aisi ghalti ki waja say humay loss na hu us liye sakoon say trading karay without tension.
    • #3 Collapse

      Dear friend ap ne bilkul drust bat ki hai. Forex trading men mayoosi bohat bara gunah hai ap kisi b level per mayoos ho gaye to kabi b kamyab nahin ho saken gay. Is business men kamyabi k lye mayoosi ko kabo b qareeb mat anay dain. Hamesha kamyabi ki umeed rakhen
      • #4 Collapse

        G sahee k rhy hain Ap trading m khee b zroori ni a k Ap ko hemsha profit he is m Ap ko loss b o skta a aur loss ke soort m dilbrdashta ni hona chiey blky ap ko reason tlash karni chiey k Kia waja se loss huwa a phir us mistake ko remove kr k next time bhtri ke tarf Jana chiey jo b Ap Galti karty hain us m Ap k liey Koi na Koi sabq hota a aur insan jitna loss kr k seekhta a Wo normaly kbi ni seekh skhta
        • #5 Collapse

          Dear friend forex trading main agar ap ko loss ho gay to ap ko mayos nahi hona chahye bal k forex k bary main knowlldge hasel karna chahye ta k ap forex trading main kabhi loss na karen aur kameyab trader ban k dekhain
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
            Traders ko loss hota rehta ha aur experienced traders ko b forex trading mai loss ho jata hai. aur forum members ko b ager traing mai loss ho b jiye tu as a new members jin kay pas investment ke b kami hai . iss loss ko bohot ziada dil per mat lain .
            Bas try karin ke iss loss ke waja bannay wali mistakes search kar kay in per kam karin ta ke next time yeh mistakes na hon. Tu iss say next time trading achi ho ge aur kuch arsay mai result behtar milnay start ho jain gaay.

            Iss liye maire traders say request hai ke loss honay per himat nai harin aur nai siray sy Start lain.
            Agar trading karte huye loss Ho Jaye to traders, use nahi hona chahiye bol ke apne Lahoo Se learn karna chahiye aur apni mistake ko be correct karna chahiye Vivo Forex trading Mein successful Honge
            • #7 Collapse

              Re: Loss kay baad trading saay mayous nai hona hai .

              agar humay loss ho gya hay to es waja say mayoos nahi hona chahiye balkeh humay note karna chahiye keh market main kon konsi galtia hoi hay agar hum en galtio ko theak kar kay trading karen gay to he humari trading achi ho sakti hay aur tab he safe earning bhi kar sakty hay es business main ye acha business hay
              "The mind is everything, What you think you become"
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Loss kay baad trading saay mayous nai hona hai .

                G bhai jan ager ap trading main loss kar chuky hain to trading say mayos na ho or dobra mehnat karyn kyun ap ki zingdi main bhi utar charao laga rehta hai or ager ap us ko minde mainrakh layn dye to ap ik kadum bhi agye nahi chal piyen gye so forum ki story bhi kuch aysi hi hai ager ap loss ko minde main rakyn gye to ap agye nahi bahr piyn gye so mehnt karyn

                اب آن لائن

                Working...
                X