OIL ki movement speed.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    OIL ki movement speed.
    bhaii yeh baat aap sab nay note kee hogi kay saara din oil bohat slow hoti hay kaafi aahista aahista move kerta hay oil lekin shaam 5-6 bajjay kay baad achaanak market taiz ho jaati hay or raat 10-11 bajay bohat achi speed hoti hay oilper scalping key liye to mera yeh sawaal hay kay shaam ko speesds sitsnis ssssstassiz sskiun hoti hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear sab sy pehly tuis bat ko zehan mai betah ly ky oil ki market mai jo main kirdar hy wo us ka hi hota hy or shma ko 6 bajy us open hota hy tu us time ap note kery ky usd ky sath jitney bi pair hy un sab mai kafi had tk speed mai taize a jati hy oil bi us ky sath kafi strong taluk rekhta hy jis waja su us mai bi change milta hy ap ko oil per us time ap achi trade laga ker bara profit bana sakty hy.
    • #3 Collapse

      Dear forex market main aap ko pata hona chahiye ke while market kaafi Jyada stable hoti hai lekin Aaj urban forex market Mein oil market ke upar trading Karte Hain To Hame Pata hona chahiye Hame oil market ke upar trading tab karni chiay.
      Jab oil trend behavior show na karay.
      Hamain long term trade open nahi karni chiay oil per.
      Oil hamain apnay insta forex bonus account per trading main acha profit day sakta hai.
      Laikin aap ko pata hona chiay jab oil speed pakrta hai.
      To us waqat hamain kafi acha profit daita hai.
      • #4 Collapse

        Crude oil main market Bahut fast movie karti hai isliye Hum logo ko is not trading nahi karni chahiye Hum logo ko currency Mein trading card Kaise banana chahiye
        • #5 Collapse

          Oil morning se day time jo pakistani time hay ess timing pe slowly he move karta hay kyun kay zyada buyers sellers active nahe hotay hain Canadians ka bohat inhesaar mana jaata hay crude pe tou canada market uss time close hoti hay shaam ko 5 6 kay baad american market bhi open hojati hay esliye tab zyada movement paai jaati hay crude oil mei aur scalper traders bhi tabhi active hotay hain
          • #6 Collapse

            forex treading m oil ki treding sped boht zyada hoti hy jo boht tezi sy movmnt krti hy mery khyal sy tu km belnc walon ko tu oil r gold py tread order nhi krni chahiy q k ye dono hi boht risky treding hy es liy km belnc walon ko ya new treadr ko crunsy pears py tread order krna zyada best hy.
            • #7 Collapse

              aj kal oil mien jo bee trading kerty hien un ko es mien aa ker bhut zayada earning hoti ai q yeh he sab say best hai es lye hamain forex mien aa ker ager iol ki samj hai to es per aa ker zaror kam kerna chahye.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                bhaii yeh baat aap sab nay note kee hogi kay saara din oil bohat slow hoti hay kaafi aahista aahista move kerta hay oil lekin shaam 5-6 bajjay kay baad achaanak market taiz ho jaati hay or raat 10-11 bajay bohat achi speed hoti hay oilper scalping key liye to mera yeh sawaal hay kay shaam ko speesds sitsnis ssssstassiz sskiun hoti hay?
                Dear mujhy apka last Sentence smjh nai aya hai.Behar hall Oil aik risky pair hai or APko pata hona chaye k Jis time 2,3 markets overlap hoti hain us wqt Forex market ki movement boht taiz hoti hai.or apne jo kaha hai k sham 5,6 bjey or rat 10.11 bje market taiz hoti hai to note karn ye different markets k overlap hony k time hain.sham ko US Market open hoti hai or Rat ko japan and Australia etc to har currency and commodity ki movement b fast ho jati hai. Is time me boht Ehtiyat se tarading karni chahye.
                • #9 Collapse

                  ge bhai aap nay sahi kaha hay kay oil ki movement speed aksar shaam ko taiz ho jaati hay yeh baat aksar mainay bhi note kee hay iss ki reason kiya hay yeh to nahin pata lekin observe kiya hay aksar yeh menay bhi kay speed taiz ho jaati hay shaam ko
                  • #10 Collapse

                    Re: OIL ki movement speed.

                    forex mai hum oil mai trading kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai aik legal business hain or east wast mai phla cuka hain jab oil move karte hain to logo ko loss or profit hota hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: OIL ki movement speed.

                      oil ke movement fast slow or up down hote hain to logo ko loss ya profit hota hain forex aik online business hain hamy ache learning hasial kar ky is mai kam karna chahey hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala real business hain is mai hamara koi boss nahi hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X