daily evening ko market me teezi kinu ajati hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    daily evening ko market me teezi kinu ajati hay?
    Forex market ko analysis karny me mujy ye expernice hasil howa hay key har evening ko market me bahot zeyda teezi ajati hay es ki waja kia hay kinu market etni fast ho jati hay key hamary open trades ya to big loss tak ja ponchty hey ya big profit me, market me din key time etni teezi dekny me kinu nahi ati?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Diya aap ko pata hona chahiye ke forex market Mein daily evening mein busy isliye Aati Hai Kyunki USA time London session clothes ho jata hai aap ko pata hona chahiye ki jawab nahi forex market me trading karni hai to chal forex market fast hoti hai to join two sessions aapas Mein overlapping ho rahi Hoti Hai Jise Mai Bahut Yaad Aati Hai.
    Jis waja say market main bot zada fluctuating ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      friends aapne bahut accha kaha hai ok morning ke time forex market slow hoti hai all evening ke time market speedy hoti hai uski badi Khawaja Yeh hai Ke Hum morning time pe trading kam hoti haiaur evening ke time pe market close ho rahi hoti hai isliye usne variations Jyada hoti hai brother Yeh Baat Main Bhi note ki hai aur mera bhi experience Hai Shyam Ke time pe marne ke liye bahut jyada speed hoti hai Jiski HameYatin Oza the last hota hai bahut jyada profit.thnks
      • #4 Collapse

        Bahi is ki waja ya hai ka usd ki market open hoti hai mean New York open hota hai tu market mai tazi ati hai jo jo pair usd ka against hota hain wo bohot taaz move krta hai market taz ho jati hai is lia tu kahta hain ka evening time mai soch samaj kr trade karain ta ka loos ka samna na krna pahra or usd ki news bi evening ko ati hai jis ki waja s market kafi move krti dollar up ya down jata hai market ki movement mai tazi ati hai dollar ka up ya down jana mai jo log news pr trading krta hain wo wait krta hain evening ka ta ka news ka bad market mai entry la sakain
        • #5 Collapse

          dear ap forex ki study kerty hy tu sab y pehly ap ko market ky session ky bary mai bi batya jata hy ky market ky kis time mai kon sy pair open hoty hy ya kon si country ky stokes open hoty hy jis terha ager hm log rat ko 3 bajy ki bat kerty hy tu us aud nzd jpy open ho jati hy tu din ko 11 bajy tak open rehti hy us ky bad phr eur or gbp open hota hy sham ko us open hota hy jo ky major pair hy jis waj sy market mai kafi taize daikhny ko milti hy.
          • #6 Collapse

            Bahi log sham k wqat dab say ziada post karty ha jis ki wja say markit sham ko tyz ho jati ha. Aksr log sham ko hi thread karty ha or din ma suba k wqat nahi. Or yahi wja ha sham ko markit tyz ho jati ha.
            • #7 Collapse

              yes brother you are right aksar market sham k waqt tez ho jati hai aik to es me europ me office time hota hai dosra aksar sham ko pakistan me bhi log trading karty hain aksar job holder hoty hain or wo sham ko free ho kar trading karty hain ese waja se market me business zyada hony ki waja se tezi aa jati hai
              • #8 Collapse

                Ap sab nay ye bat note ki ho gi kay market main sara din normal movement hoti rehti hai lelin jesy he evening kay 5 ya 6 ka time hota hai to market main move fast ho jati hai is ki reason yeh hai kay evening time american session open hota hai aur us doran taman banks ki apas main transection start ho jati hai is liye market main evening time fast movement ho rahi hoti hai.
                • #9 Collapse

                  Dear aap ko pata hona chahiye ke forex market Mein daily evening time market Mein Tezi isliye liye aa Jati Hai.
                  Kyunki aap ko pata hona chahiye Ke Jab aap forex market me trading Karte Hain To aap apne analysis achche Rakha kare forex market main aap ko strong and help sex karne Hoga forex market Mein evening time market Tej hone ki waja uk session closing time Hota Hai.
                  • #10 Collapse

                    forex treading m deliy evening m zyada tezi es lit a jati hy k zyada tr log forex ko part Tim krty hen din m apni real job sy faring ho k sham ko forex treding krty hen posting r treding sham ko zyada tr log krty hen jis ki wja sy market zyada tezi sy movmnt krti hy .
                    • #11 Collapse

                      Piary dost forex market twenty four hour open hoti hy monday to friday leken isko different session main devide kia gia hey Pakistan key 5pm se 10pm tak market ki movement fast hoti hy iski wajhan usa session ka start hona hy.
                      • #12 Collapse

                        sham time main market main tezi ki aik waja to ye bhi hay keh us time main over lapping time hota hay aur tab market main tezi ka rujhan hota hay agar hum usmain chance ko daikhty huway trade karen gay to market main bohat acha profit bna sakty hay bs humay chahiye keh trade tab he karen jab chance milay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          bhai forex trading main market main jo taizi hai oski sub ko wajah pata hoti hai k kin awamal k hny se market taiz hoti hai jis main sub se bari wajah demmand and supply hai es liye sham k waqt har market main taizi hoti hai aghr hum apni city ki bhi market chek karen tu yahi position main hoti hai es ki yah wjah hoti hai k forex main sesson k kuj k end hony ka time hota hai or kuj ka start hony ka time hta hai jis ki wjah se aysa hota hai laken hmain full forn main trading karni chahyae ta k hmain loss na ho

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X