Traders ki feelings

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ki feelings
    jab be market open ho jati hay aur traders profit earn karny key ley active ho jaty hey to different time me traders ki feelings be different hi hoti hey, traders ko tab acha feel hota hay jab us ki trading strategy successful ho jati hay, traders key ley best yahi hay key wo 4 powerful strategies ko use kia karen aur market session change hony key us ko apni trading strategy key sath trading plan ko be change kar dena chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap Ki Baat bilkul theek hai forex market Mein Ek trailer ki feelings bahut jyada hoti hai aap ko pata hona chahiye Ke Jab aap forex market me trading karte hain to aapko apni instaforex ke bonus account se acche analysis karne chahiye.
    Trader ki feeling Se Hoti Hai ke woh jata hai ki forex market mein market opening ke sath sath hai usko Apne instaforex ke bonus account ke upar huge amount of profit Haasil Hona Shuru Ho Jaye Lekin practically aisa nahi hota.
    • #3 Collapse

      dear yi tu insan ki fitret hy ky wo loss ko kise bi sorat mai berdasth nahi kerta hy wo lazmi her sorat mai profit hi profit kamana chahta hy is liya jab bi trade kerty hy tu profit ky time mai ap ki feeling lazmi achi ho gi or jab koi lot loss mai chalti ho gi tu ap ko lazmi bura hi feel hota ho ga is liya best yahi hy ky ager ap ko acha trader bana hy tu lazmi ap ko apny emotion py control kerna ho ga.
      • #4 Collapse

        positive trading approach he apky profit ki zamin hai agr ap market ma optimistic thinking ky sath waiting strategy use kren gay tb apko trading ma profit ho ga
        better earn krna hai to learn krna hi ga market ma apko knowledgefull authentic work krna hota hai isi ma he behtri hai market can do fast at any time so you have to promote your self
        • #5 Collapse

          Dear friend gab ak trader kiy trade opon karta hy aur woh trade orifet main aa gath hy to os ki feeling ka andaza nahi lagaya ga sakta aur baz dafa asa bhi hota hy k woh kam orofet main trade ko closs kar dety hain
          • #6 Collapse

            Trading k doran jb ap apni currency lagatay ho to apko ye zroor mind m hoga k mera profit hu ziada se ziada to naturally ap acha feel krte hu apko market ki strategy maalom krk trade krna chaeye takay ap nuksan se bach sako jb loss hota he to bura feel hota he or jb profit hota he khushy mehsoos hoty he
            • #7 Collapse

              agar hum achi trading karna chahty hay to humay chahiye keh market ko achi trha learn kar kay trading karen kyun keh jab humary pass learning ho gi to hum market main ziada achy say trading kar sakty hay aur es trha hum market main profit bhi bna sakty hay es liye humay esmain mehnat zaroor karni chahiye
              • #8 Collapse

                Trading ka ham pr bhot zeada asar hota hy jab ham pr trading ki khishi hoti hy to us taime yakenan hamari jo trade hoti hy who prodit my hoti hy our jab ham ko loss hota hy to us taime hamara mood off hota hy us taime ham sad hoty hy ham ko acha nia lgata hy kuch bhi our us taime ham jo bhot zeada dil tang hota hy
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  forex trading main har trador ki feeling change hoti rahti hai jsey k jub profot hota hai tu or felling hoti hai or jub loss hota hai tab bhi felling or hoti hai es liye har trador ki felling achi honi chahye os k liye un ko apni trading main improvment karni ho gi q k har trador janata hai k hmain jub profot hoga tab he hmari felling bhi achi hoti hai tu hmain es bat par focus arna chahye achi felling k liye
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    jab be market open ho jati hay aur traders profit earn karny key ley active ho jaty hey to different time me traders ki feelings be different hi hoti hey, traders ko tab acha feel hota hay jab us ki trading strategy successful ho jati hay, traders key ley best yahi hay key wo 4 powerful strategies ko use kia karen aur market session change hony key us ko apni trading strategy key sath trading plan ko be change kar dena chaye.
                    yeh to human nature Ke Jab Kaleidoscope effect hota hai 21 ko Khushi hoti hai aur Jamun ka profit loss Mein Chala Jata Hai To Bura lagta hai purana trading profit
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders ki feelings

                      forex aik online business hain hamy is mai apny lalch or emotions ko qabio mai rahkty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain yai students ky liye bohat ache job hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Traders ki feelings

                        forex mai hamy ache learning hasial kar ky lalch or emotions ko qabo mai rahk ky serious ho ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn lar sakty gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex east wat mai bohat taze sy phal raha hain forex mai hum out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Traders ki feelings

                          Sir meri nazar mien agar kesi bee trader ko forex mien earning kerna hota hai tu wo as mien agar aik dafa earning ker k dakh leta hai tu wo as ko pher kabi bee na chor sakta hai or mien as mien had say bee zyada mehnat kerta hoon or mien as mien aa ker simple earning kerna chata hoon or aik behtreen future hasil kerna chahta hoon.
                          • #14 Collapse

                            Re: Traders ki feelings

                            G Han jab emotions to aese hi hote Hain lekin market mein hmain emotions pe control Kar me apni strategy pe rehna hai Jo strategy AP ne bana li hai us ko strictly follow karain aur us mein koi blunder na karain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Traders ki feelings

                              forex mai trader emotional hoty hain or lalchi hoty hain or is ky ilawa traders fear feel karty hain or zada over confidence be ho jaty hain hamy in bad feelings ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X