Dea friends kia koi janta hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    My dear agar aap forex trading mn tecnical analysis k bary mn parna chahty hn to aap is ki book read kar sakty hn ya phir aap net source k through bi kam chala sakty hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Technical analysis se murad price action study hai matlab keh market ko support resistance levels kay mutabiq dekhna aur candlesticks structure ko dekhte hue decision karna ye asal kaam hai technical analysis ka aur is main hum bohat acha decision lay sakte hain.
      • #18 Collapse

        ge zaroor dear ku ni market ko kum usy pichly data or hesabie tareky sy check kr k jo analysis krty hai uny hum technical kehty hai is me jo chezy invole hote hai wo hai support/Resistances of market,Moving average of pairs,Trend of market and Trend Correction,Break out of majors,or trendlines.
        :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
        • #19 Collapse

          technical analysis ka matalab hta hai ki aap market ka trend kya abhi chal raha hai wo pata lagane ki koshisj kare aur jo kam aap market ka trend pata lagane ke liye karoge uski bote hai technical analysis aur usse aako kaha trad karana haiaur kaha nahi wo pata chalata hai i sliye aapko technical analyssi karana sikhana hipadata hai
          • #20 Collapse

            Dear member ap ka sawal bohat acha haa iss say kafi sary traders ko learn karny ko mily ga Tecnical analysis kay bary may ma yah kahna chahon ga ka technical analysis may hum mty may use hony waly option use karty hain jasy malan or candle stic and indicator moving average etc.
            • #21 Collapse

              Technical analysis se murad price action study hai matlab keh market ko support resistance levels kay mutabiq dekhna aur candlesticks structure ko dekhte hue decision karna ye asal kaam hai technical analysis ka aur is main hum bohat acha decision lay sakte hain......
              • #22 Collapse

                Friends forex ko ananlyjize ker ke trade ko kar main bohat hi faida hai kyun ke is main apko loss kam hota hai aur apko yahan per kam main mehnat ker ney ko milti hai.
                • #23 Collapse

                  Above 90% losers hain forex main aur only 5% winners hain lehaza is se aap khud andaza lagain keh winners forex main kitne hain aur losers. Yahi to waja hai keh forex trading ko log jananny kay bawajood join nahi karty.economic news aur all currencies ka data observe kia jata he.
                  • #24 Collapse

                    dear mien abhi is position main na hon keh is ka btaon is main ham ko bht acha learning hasil krna ha aor is sb technical analysis ko smjhna he to acha kam kr skin gy
                    • #25 Collapse

                      ge haan technical analysis woh analysis hain jo aapko indicator skils key achey honey sey karney atey hain and ye aapko market ke good trends ko samajhney mein bohat kaam atey hain
                      • #26 Collapse

                        My dear agar aap forex trading mn tecnical analysis k bary mn parna chahty hn to aap is ki book read kar sakty hn ya phir aap net source k through bi kam chala sakty hn...........
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                          dear mai ny bohat sary querstions check kiye un mai mai ny tecnical analysis k bary mai learn kiya hai ,koi mujy batay ga k ye tecnical anal;ysis kia hai aur is sy hamy kia faida ho sakta hai.
                          welkl dear i am new here,.wese mere andaze k mutabik technical analisis se murad hai,indicators,roboots,etc/.aese tamam cheeze jo tarding main kaam aati hai,.
                          • #28 Collapse

                            sorry bhai g mujhy khud nahe pta k technical analiyasa kya ha, main khu yahe janna chahta hun ,,,,,,
                            • #29 Collapse

                              technicaal analysis bohat he acha hota hay jnab,,,,,,,,,is mai kaam karna kafi balky bohat he acha kaam hay jnab,,,,,,,trading is a very very good on line busness jnab........for evry kind of person jnab.....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ammmm sory muje is barey me b kuch nahi pata hai ager pata hota to zaror batati q k me abi new hun or learn kar rahi hun sory.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X