Loss ki best management
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki best management
    Hamen trading k liye zaruri hai k ham apne account men loss ki better management kr len tak agar hamen trading se profit na bhi mille tab bhi hamen loss na ho
    Agar hamara koi stoploss hit ho bhi jay then utna hi hona chahiye jisse ham easlea recover kr saken
    Agar ham apne account k whole balance ka only one 1 percent loss rakhte hain to ye hamare liye bahot hi behtar hot hai iss tarah se ham always hi apne account ko safe rakh pate hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Lost se puchna Chahte Hain To aapko Do cheezo Ka Dhyan inter hi Itihas Rakhna Hoga Ek aapki lot size hai aur dusra aapki strategy analysis hai agar aap proper analysis ke baad trade Lagate Hain To aapko profit Jarur hoga aur agar aap lot size Bada Lagati Hai Aur market negative side pe ja rahi hai to aap ke paas survival ki Chand se baat karungi
    • #3 Collapse

      g janab ap nay sahi kaha because risk management buhat important hai is market main because agar hum risk management per zor nahin dalayn gay tu humay kabhi bhi desire results nahin milay gay aur hum apni tamam equity tak ganwa sktay hain tu koshish yehi honi chahiyay kai stop loss ka istamal zaroor karain.
      • #4 Collapse

        Dear apki baat bhot hi achi hay kiun kay humay hamesha apna account daikh ker trading kerni chayi ager hamara balance kam hay tu humay mazeed bonus aa nay tak trading bilkul bhi nhi kerni chayi aor ager hamaray balance acha khasa hay tu pher humay aik time aik hi order place kerna chayi aor stop ka zaror istemal kerna chayi aor koshish kerni chayi kay minimum profit per hi order close ker dena chayi aor laluch kabhi bhi nhi kerni chayi.
        • #5 Collapse

          Ap ki trading ki management bahut zaroori hai. Stop loss aur take profit lagana bahut zaroori hai. Ager kisi wajha se ager stop loss ho jai. To apny experience ko use ker pehly us loss ko recover kerna zaroori hai. Forex mein law hai k pehly loss ko recovered kerna perta hai.
          • #6 Collapse

            Dear aap ko pata hona chahiye ke forex market Mein blouse ki Management kar sakte hain aap ko pata hona chahiye ki Jab apko Forex account in a huge amount of losses Hote Hain.
            To aap apne account ke upar hygiene Kiya Kare S3 ke se aapka account survive Rahega aur aap ko Apne instaforex a bonus count ke upar Thode losses Honge.
            S3 Shashank account Main Jo Jayega acche tarike se.
            • #7 Collapse

              agar humay forex trading main loss ho raha hay to humay daikhna chahiye kiss waja say humay loss ka samna karna par raha hay kyun keh loss ki reason ko kill kar kay he hum market main mazeed achi trading kar sakty hay warna humay market mani nuqsan ka khadsha hota hay aur esmain management zaroor karni chahiye
              • #8 Collapse

                Losss ko sahi trga sy agr hamny mainge krna ho to ham ko chiya k ham sahi atrha sy trading kry our ham ko loss sy bachny k liya bhot zeada kam siz kinlot siz lagni chiya nai to hamko bhot zeada loss hota hy ar ham bri lot si lgaty hy to hamy profit bhi zeada hota hy or ham o losss bhi zsada hota hy is waja sy ham ko kamsy kam lot siz use krni chiya
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  dear forex mai ap ko loss se bachna hai tu ap ko learning karni ho gii es business ko seekhna ho ga smjhna ho ga ap ko data aur news k bare mai janna h o ga aur sath sath es cheez ko b dekhna ho ga k ye busienss ap kitna acha aur jaldi se kar skte ho warna ap ko kch b faida nhn ho sake ga aur at the end ap loss b shyd kar jao tu ap ko dekhna cahhiye,..
                  • #10 Collapse

                    my dear friends mary khayal ma him log jtni kam lot size ky sath trading kre gye to itni hi hmri losss ki money management ho gye or itna hi kam him logo ko loss ho ga
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      g apki bat shai hai or main apki bat se sehmat karta hun forex trading main hmian pni trading main loss ko manage karty howe trading karni chahye ta k aghr hmain loss ho bhi jay tu thora ho jis ko hum asani se recover kar skaen es liye apni trading main stop loss ko esi hisab se set karen ta k ap apni trading main proft na bhi eran karen loss se apko pareshani na ho
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
                        Hamen trading k liye zaruri hai k ham apne account men loss ki better management kr len tak agar hamen trading se profit na bhi mille tab bhi hamen loss na ho
                        Agar hamara koi stoploss hit ho bhi jay then utna hi hona chahiye jisse ham easlea recover kr saken
                        Agar ham apne account k whole balance ka only one 1 percent loss rakhte hain to ye hamare liye bahot hi behtar hot hai iss tarah se ham always hi apne account ko safe rakh pate hain
                        lost in management ka sabse best Tarika Yeh Hai Ke jhagde trade Kare tu hamesha stop loss in Lagake trade Kare is se aap acchi trading kar Sakenge aur aapko account wash bhi nahi hoga
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki best management

                          forex mai hamy money management ko best bana kar kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy lakin agar hum kam kary howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain online ke dunya mai forex aik best business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live trading be kar sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X