Ap ziyada risk laine k favour mai ho ya kam risk laine k

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ap ziyada risk laine k favour mai ho ya kam risk laine k
    Jab risk ki baat aate hai tu direct forex trading zehan mai ata hai q k forex trading mai buhot ziyada risk hota hai profit karne ya loss karne mai so ye baat ve hai k esi risk ki waja say he ye business kafe ziyada profitable be hai q k business terminology mai kaha jata hai k jo ziyada risk laita hai wo earn be ziyada karta hai lehaza ye ap par depend karta hai k aya ap risk ko konse level taak lai sakte ho ziyada ya kam
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother forex trading main risk bht ziada ha magar main yeh kahn ga keh agar ap risk km se km lain ga to apko profit k ziada chances hn ga aur ziada risk loss ki taraf he jata ha. Is lia main km risk comment krn ga. Thanks dear
    • #3 Collapse

      Forex trading mai risk management kubectl Banaras Highway Aaj Itna come risk Lenge uthna acha Hoga Kyunki market ka Kabhi pata nahi chalta aur Agar risk kam hoga to aapke survival ke Jaan Se Jyada Honge isliye koshish Kiya kare risk kam ho Prophet basic come Ho Deccan survival chances jyada ho nahi chahiye
      • #4 Collapse

        janab agar main apni baat karon tu main hamesha say zaida risk lainay kai favour main hon because main thori investment kai sath forex trading karta hon tu loss honay kai chances kam aur zaida profit kai chances zaida hotay hain although agar zaida investment say trading karon ga tu risk kam loun ga.
        • #5 Collapse

          Me Agree Krta Hun Apki Sari Baat Thek Hay. Magar Me Kam Risk Lene Ke Favour Me Hun Kabhi Kabhi Ziada Risk Lelena Condition Ko Dekte Howa Wo Alga Baat Hy Q Kr Mere Khayal Me Kam Risk Low Profit Se Hum Long Term Work Karskte Hain. Agr Huge Profit And Ziada Risk Par Karm Karenge Tou Shayd Hamey Nai Pta Ho Ke Hamara Account Save Bhe Rahega Kal Tak Ya Nai Ya Aj He Wash Hojayega.
          # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
          • #6 Collapse

            Dear baat ya hay k har bussniss main khuch na khuch risk hota hay iss laya bussniss main profit aur lose dono hotay hain lakan instaforex teading aak aasa bussniss hay jiss main risk ki percntage aam bussniss sa bhot zayada hay yani ya kaha jahay k forex trading aak bhot he risky bussniss hay iss laya jo bussniss phalay he risky ho us main aur risk lanay ki bajahay risk managment karni chaya tak k risk kam sa kam ho
            • #7 Collapse

              forex mien aa ke kam kerny ka her kesi ka apna pana alag system hai mager jab hum es mien aa ker kam kerty hien to hamain es mien kaee bar rsk lena par jata ha ager hum es mien risk zayada lety hien to loss k sath sath profit k chances bee increase ho jaty hien.
              • #8 Collapse

                Jnab ma ziada risk lyny k favitma ho. Keo k barty kam ma aksar ziada risk hota ha. Or jab tak ziada risk nahi lay gay tab tak kuch barta nahi kar pay gay. Or ye biesnass ha yaha par to risk k bgyr kam nahi hota. Or jaha ziada risk hota ha waha aksar ziada profit bi hota ha.
                • #9 Collapse

                  Trading main zyada risk lena khud ko loss ki taraf lay kar jany kay brabar hai main kabi bhi kisi trader ko yeh nahi prefer karun ga kay wo trade kay doran zyada risk lay balky hmesha trading main jitna ho saky ap kam risk lain isi liye kaha jatahai kay risk management achi honi chahiye aur sab ko risk bhi kam lena chahiye.
                  • #10 Collapse

                    dear apki baat bahut achi hay jo yahan forex main jitna ziada risk lay ga usay utna ziada faida aur nuksaan hoga aur jo jitna kam risk lay ga usay utna kam faida hoga hoga is liye bahut zaida lose say bachnay k liye hamain sab say pehlay forex ka complete knowledg laina chaye aur us k baad is main enter hona chaye is main hamain ziada risk say ziada faida he hoga aur lose kabhi kabhi hoga .
                    • #11 Collapse

                      agar hum kam say kam risk lay kar trading karen gay to market main bohat achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh es business main khoob money management karen kyun keh money management kar kay aur risk kam rakh kar trade karnay main humari earning achi hoti hay aur hum kam say kam nuqsan utha sakty hay
                      • #12 Collapse

                        bhai forex trading ain har trador he kam risk leny main blive rakhta hai forex trading aik risky businss hai or har trador apny knowledge ki base par he risk ko kam yah zeyda karty hain es liye apni trading ability ko increase karna chahye ta k kam risk k sath trading kar sken es k liye apko apni trading main lot size kam kar k bhi risk kam ho jata hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          iska jawab me ye donga k ye ap k oper depend hai ager ap k pass capital ziada ho or loss bardash krny ki himat ho to ap risk ziada lo wrna ager ap k pass capital low ho to low risk lo jahan tak apni bat hai to me dono karta hu kabi kabi low risk or kabi kabi kabi high risk bi le leta hu jab confidence ho trade win krny ka .

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X