Forex trading ko kaha kaha say learn kiya jaa sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ko kaha kaha say learn kiya jaa sakta hai
    Forex trading k leye learning intehai zarore hai bina proper learning k ye buhot mushkil hoga kesi be trader k leye k wo es business say kuch earn kar sake ab apko chaheye k learning platform par zaror jaya kare aor waha say kuch na kuch zaror seekay jaisa k sub say pehlay ye forum ik learning platform hai yaha say ap buhot kuch seek sakte hai investing dot com ik site hai jaha par ap buhot kuch seek sakte hai demo practice say apko buhot ziyada faida hoga
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Now adays hamen trading ko sekhne k liye bahot se source mill jate hain ham trading ko online bhi sekh sakte hain aur ham apne liye aik expert trader ko as a teacher bhi le sakte hain
    Hamen internet pe online tutorial bhi mill jate hain jin se ham kafi acha sekh sakte hain iske elawa agar ham apne liye aik acha teacher choose kr llen to ye sab se best hota hai
    • #3 Collapse

      Dear baat ya hay k instafotex trading aak online unternational bussniss hay aur ya aak bhot he difficult aur different tarha ka bussniss hay iss ko samjan aur knowledge hasil karna bhot zarrori hay iss k knowledge hum ko pak fouram utube aur net sa kisi hud tak mil jata hay baqi jitni zayada aap prectice karan gay utna aap ko exprence aur knowledge gain ho ga
      • #4 Collapse

        forex trading ko learn karnay kai buhat say sources hain ab yeh ap pay depend krta hai kai ap kitna serious hain is market say learn karna ko. Google per buhat material hai forex trading kai hawalay say aur is kai ilawa buhat say brokerage houses hain jo trading ki training bhi day rahay hain.
        • #5 Collapse

          Forex trading business k liye learning boht zarori hai,learning hogi tu aap achy trader ban sakty hein,learning kisi expert se jo forex ki basics ko janta ho us se krein ye phir internet pe aisi boht si websites hein jahan forex ki boht mufeed malomat hein,learning ka best zariya hai.
          • #6 Collapse

            forex trading ko ager learn kerna hai to es ko hum tareqo say earning ker sakty hien es lye hamain forex mien aa ker es mien experience hasil kerna ho ga es lye hamain es mein mehnat kenra zarori hai.
            • #7 Collapse

              Forex trading ki learning kay bohat say source hain jesy kay ap forum par forex ki learning kar sakty ho jo log acha experience banana chahty hain demo par practice karain learning kay liye youtube par hazaron videos hain aur complete lessons hain jin se ap learn kar sakty hain is kay ilawa social media say bhi ap help lay sakty hain trading kay differents groups whats app par log bana kar un main knowledge share kar rahy hain aur sab say best option forum hai jahan par ap achi learning kar sakty hain.
              • #8 Collapse

                agar hum forex trading ko achi trha learn karna chahty hay to eskay liye humay demo account par trading ki practice karni chahiye aur leanring bhi karni chahiye agar hum learnig karen gay to he humari trading achi ho sakti hay aur market main humay loss ka khadsha bhi nahi hota aur khoob time bhi daina chahiye esmain
                • #9 Collapse

                  forex trading ki leraning boht se jagun par ho skti hai laken hmain time nikalna parhta hai forex ki books bhi boht hain net par bhi boht se information apko milti hai vedios kis orat main apko expert trading karna bhi sikhaty hain forex ki leraning k bad jo step hota hai wo demo account hota hai jis k bad ap proper trading karny k qabil ho jaty hain or eraning k boht nazdeek hoty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ko kaha kaha say learn kiya jaa sakta hai

                    agar hum forex trading ko achi trha learn kar kay run karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money management karty huway trading karni chahiye tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main khoob time daina chahiye kyun keh time dai kar seekh kar he humari trading achi ho sakti hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ko kaha kaha say learn kiya jaa sakta hai

                      forex ko online course kar ky learn kiya ja sakta hain hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai aik sal ke practice ky bad hum expert trader ban jaty hain forex aik world wide business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ko kaha kaha say learn kiya jaa sakta hai

                        wesy forex ko haar jaga say learn kiya jah skta hain par agar jin logo k pas forex teacher hain tu unk liye forex kisi b jaga say learn karen ki koi need nhe hain dear or youtube and kisi or website say learn karte hain tu i thing mind main new new sawal aate hain is liye forex ko main chahti ho k kisi asy teacher say learn kare k again koi sawal aate hain tu un say poach sake hum
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading ko kaha kaha say learn kiya jaa sakta hai

                          forex aik legal business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai agar lalcchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya broekrs ka koi qasur nahi hota forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik legal busines hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading ko kaha kaha say learn kiya jaa sakta hai

                            demo account mien ham learning ker sakte hain aur hamain her bar her jaga jab b trade karna hota h tu ham ko practice karna hota h aur ham ko as mien khoob kamaee karna hota h aur jab ham as mien kamaee karte hien tu ham khush ho jate hien as lyee hamain as mien khud k lyee kuch karna hota h aur ham ko khushgawar mustaqbil hasil karna hota h aur ham ko as mien behter ban kar kaam karna hota h as lyee jab b kaam karna hota h tu acha kaam karna hota h.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading ko kaha kaha say learn kiya jaa sakta hai

                              Tarik ko bahut Jagah se Lauren Kiya Ja sakta hai aur Hamein kya kya Hum isme mehnat Karen Agar Main Hoon Na Chahat Karenge to Hamein phal Milega Nahin to Hamein phal nahi milega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X