Metatrader4 main chart ki manual setting
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Metatrader4 main chart ki manual setting
    Metatrader4 aik bohat acha trading platform hay esmain hum chart ko apny mutabiq set kar sakty hay esmain jonsa indicators use karna chahty hay wo laga kar us chart ko tempelet main save kar sakty hay aur agar hum us same chart ko next pair par use karna chahty hay to humay just us tempelt par click kar kay same setting aa jati hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Tasleem پيغام ديکھيے
    Metatrader4 aik bohat acha trading platform hay esmain hum chart ko apny mutabiq set kar sakty hay esmain jonsa indicators use karna chahty hay wo laga kar us chart ko tempelet main save kar sakty hay aur agar hum us same chart ko next pair par use karna chahty hay to humay just us tempelt par click kar kay same setting aa jati hay
    G Brothar aapki baat darust hai aap ne achi information share ki hai ham apne account pe apne mt4 ki manually settings kr sakte hain
    Ham apne indicators aur stragties knowledge template bna kr kave kr sakte hain aur just ham aik click pe hi apne mt4 k chart pe apply krsakte hain hamen chahiye k ham apne chart ki settings achi tarah se kr len ta k ham apne chart ko better tareqe se smajh paen iss se ham bahot hi better tradiing kr saken ge
    • #3 Collapse

      yes tasleem ap ki bat theek hy mt4 ik bhut hi acha or asan sa plateform hy is mai ap ko her terha ki saholat mill sakti hy ap jis manual setting ki bat ker rahy hy wo bi ap bari hi asani ky sath ker saktuy hy hy jis air py ap us ko apni marzi ki seting dy ker change ker sakty hy ap ko real trading kerny sy pehly mt4 ko mukaml tor per samjhna chhaiya.
      • #4 Collapse

        Metatrader 4 ke andar of forex market Mein manual setting kar sakte hain Jin ke andar aap indicators ki manual setting bhi kar sakte hain aur aap ko pata hona chahiye ke of forex market Mein Japanese candlestick colour bhi kar sakte hain.
        Hame chahiye ke hum Jab Apne analysis kare Tum Hame long term ke liye trading ke baare mein sochna chahiye aur metatrader 4 Ka background Hume bilkul simple kar dena chahiye Kyunki simple background Mein Hum acche analysis kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          metatrader 4 main hum jis trha chart ko show karna chahty hay asani say kar sakty hay aur humay chahiye keh esmain theak say setting karni chahiye jo keh acha result dai humay tab he hum market main achi trade kay chance ko avail kar kay trading kar sakty hay aur market main safe earning kar sakty hay
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Metatrader4 main chart ki manual setting

            forex mai mai ache learning hasial kar ky meta trader ko use karty howe kam karna chaheyh pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain lakin hamy kabe be is mai bager learning ky kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga

            اب آن لائن

            Working...
            X