Leverage 1:200 ho to lot size?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leverage 1:200 ho to lot size?
    agar humary trading account ki leverage 1:200 ho to humary pass achi option hoti hay keh hum ziada lot use kar sakty hay but mery experince kay mutabiq maximum humay lot 100 balance kay sath .50 use karni chahiye kyun keh es say ziada lot size ko use karnay say humara balance risk main ziada hota hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Tasleem پيغام ديکھيے
    agar humary trading account ki leverage 1:200 ho to humary pass achi option hoti hay keh hum ziada lot use kar sakty hay but mery experince kay mutabiq maximum humay lot 100 balance kay sath .50 use karni chahiye kyun keh es say ziada lot size ko use karnay say humara balance risk main ziada hota hay
    Dear hamen apne trading account men 1:20 k bajay hamen 1:50 leavreg rakhna chahiye ta k ham apne account pe best tradiing lr saken
    Agar ham apne account men 1:50 leavreg rakhen ge to hamen lot size bhi kafi acha mill jata hai aur ham apne account pe margin bhi kafi rakh sakte hain iss liye mera khayl hai k hamen apne account pe 1:50 hi leavreg rakhnai chahiye
    • #3 Collapse

      dear mai ap ko batata chalo ky ager tu ap ky pas account chota hy tu ap ko us mai sirp 10 % hi risk llyna chahiya or ap ko lazmi sl ya t.p ko lagana chahiya kiyo ky choty account mai market ki movement ka pata naho hota hy sahi terha tu is liya zarori hy ky ap ko lot size hamesha kam hi rekhan chahiya tabhi ap ka account safe rahy ga.
      • #4 Collapse

        Dear aap ko pata hona chahiye ke forex market Mein Jab aap leverage 1 ratio 200 ka istemal karte hain to aapko Pata hona chahiye ki market me trading karte huye aap ko Apne analysis rakhne padte Hain.
        Aap ko pata hona chahiye Ke Jab aap forex market me trading karte hain to aapko Apne fundamental analysis acchi Rakhna chahiye aur aapko long time ke liye trading ke baare mein sochna Chahiye Hota Hai.
        Forex market main aapko kuch issues Aate Hain trading karne ke dauran.
        Leverage 1 ratio 200 Bahut He simple leverage Hai Log to maximum leverage use karte hai 1 ratio 500 ml leverage ratio 1000.
        • #5 Collapse

          humay lot size hamesha manage kar kay he trade karni chahiye kyun keh agar hum esmain lot size ko theak say manage nahi karen gay to es trha humay market main loss ka samna karna parta hay es business main sabar say kam karnay main he faida hota hay kyun keh lalach main ziada tar lot big he use hoti hay
          • #6 Collapse

            G levarage ky sath ap ki counting yay honi chahyay ky ap ki trade mai kitna levarage hona chahyay paris ki setting sy andaza ho jata hy ky trade kiss movement mai ja rhi hy or trading mai ap ko kitna benifit ho rha hy so yay chexy bht count ki jati hy trading mai.
            • #7 Collapse

              0.50 b thek hai lekin agar muj sy puchy to apko 0.30 sy zeyda lot size nahi rakhna chahiye itny sy b acha earn kar lo gy or loss ki surat me b ap easily recover kar pao gy is liye bara lot size use mat kary chota use kary.
              • #8 Collapse

                levearge agar humari kam ho gi to humari trading safe hoti hay aur agar hum ziada leverage kay sath trading karen gay to humari trading safe nahi hoti ulta humay market main loss ka samna karna parta hay es liye humay chahiye keh esmain sabar kay sath kam karen tab he humari trading achi ho pati hay
                • #9 Collapse

                  Re: Leverage 1:200 ho to lot size?

                  forex mai hamy ache leverage banea ky ache lot laga kar investment karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kr kam kar sakty hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Leverage 1:200 ho to lot size?

                    agar hum forex mai new hain to hamy apne leverage ko km rahk ky kam karna chahey pher he hum acha bonus hasial kar saky gy or apne zarortoko pura kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hamy kabe be leverage ko ignore nahi karna chahey forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Leverage 1:200 ho to lot size?

                      forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading kar sakty hain hamy ache leverage bana kar kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik international business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Leverage 1:200 ho to lot size?

                        Leverage k waja say lot size set hoti hay. 1:200 ka matlab hay kay trader ager 200 doller ki maliyat ki trade kerta hay to us ko sirf 1 doller dena peray ga. aur baki broker pay keray ga. ager ap kay account main jitni amount hay. ap us say andaza laga lo kay jis pair per ap trade kerna chahtay ho to us per aik standard lot ki kia value hay is say ap ko pata chal jaye ga kay ap maximum kitni lot use ker saktay ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Leverage 1:200 ho to lot size?

                          leverage ke forex mai bohat ahmeyet hain hamy apny experience ky mumtabik is ko use kar ky kam karna chahey pher he hum kmaybae hasial kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik world wide business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain agar hum is mai apny sy andazy laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Leverage 1:200 ho to lot size?

                            hello dear brother forex ma agar hum ziada leverage kay sath trading karen gay to humari trading safe nahi hoti ulta humay market main loss ka samna karna parta hay es liye humay chahiye keh esmain sabar kay sath kam karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Leverage 1:200 ho to lot size?

                              forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy apny capital or experience ky mutabik lot size rahkna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X