Forex trading Make so much depression is that true

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    i agree wid u bro yeh dpression mein daal tou daeti topu hai lekn jis k pax knolweedge aurr xperiance hoga us k liye yeh depression create nae kr skta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yar aesa nahi hai agar ap ko trading sahi tra ati hai or ap main trading skills hai to ap kabhi bhi tarding karte hue depression feel nahi karo ge
      • #63 Collapse

        ye bat hy ager ap strong mind person nahi hen to ap ko is business me bohat depression ho sakti hy because market ka up down direct ap k mind py asar andaz hota hy
        • #64 Collapse

          I don't think that Forex aik buaht hi comfortable business hai es mai depression naam ki koi cheez hi nahi hai es mai aap apni marzi ke malik hoge aur 24 hour mai kisi bhi time trading karsakte hai . to depression kis baat ki
          • #65 Collapse

            forex trading masa kam krna sa wo log parshan hota han jo is k bara ma ni jantay wo log parshan ni hota jo is k bara ma knowledge rakhtay han our is sa fada hasil krtay han kou ko kbi parshan ni hota kou k wo ya trading ka kam jantay haota han
            • #66 Collapse

              yes apne thek kaha he k forex trading me hum aker bohat zyada depression ka shikar ho jate hen. baz dafa un hota he market bohat slow move krna churu ho jati he aur hum bohat mushikil se loss cover kar patey hen. aise me humarey pas itna wakkat bhi nhi hota k hum all day wait kr sken
              • #67 Collapse

                forex trading ma trader ko fresh mind ka sath batna chaia.ta ka depression ka shakar na ho.market otraw chadaw ka name ha.is ma up and down hota ha,,is lia ap ko soch samaj kr trade lgni chaia,ta ka depression na ho.
                • #68 Collapse

                  g han jub ap koi trader open karty hain to is time ap ki feeling aur hoti hain lekin jub kisi trader main loss ya prfoit ho raha ho to ap ki feeling hange hoti hain jin ko emotion kehty hain lekin loss ki sorat main ap depression feel karty hain aur profit ki sorat main ap happy ho jaty hain
                  • #69 Collapse

                    Assalam.o.Alikum :- ya bilkul teek hay laken app is door kar sakty han agr app nay Forex kay demo ko sahi tarekay say practice ki hay
                    • #70 Collapse

                      han ho skta hai ager to trading ko apne uper haavy karo gay to ap depression ka shikaar ho saktay ho trading hamesha fresh mind kay saath karni chahiye ager soch samajh kay trade karo gay to tension main nhi raho gay warna trading tumein tension dy gi..........
                      • #71 Collapse

                        no it is completely wrong Forex is very relax business depression is always self created due to greed and hurry in this why too much mistakes occur and Forex is not responsible for that depression
                        • #72 Collapse

                          jee han ye bilkul he such hai k yaha pay aesay me jb hum kam karty hain to khud he her kam ko samjh lety hain aur khud he sub cheezon ko dekh lety hain jiss k bad me he sub ko yaha pay kam ki samjh ajati hai.
                          • #73 Collapse

                            well if you don't work hard then you can get some bad results which can makes you very dipressed , and this is a very bad feeling in this business . you have always to work hard to do not fall in the mastakes .
                            • #74 Collapse

                              no this is not correct the Forex market does not create any depressions for those who want to earn some thing from this market and do trade with great sense of mind,therefore,try to avoid hurry up in this market.and be patience.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                yes forex trade main trader depration main rahta hain ja ap ki bate theak hain kyon ka jab hum market main loos main jayte hain to hum depration ka shakar ho jayta hain but hum ko loos main himat sa kam lana ho ga departion main hum achi trade nahi ker paye gaye aur mazeed loos main chale jaye gaye is sa bach ka rahe

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X