haan bahi jaan aap ki baat sahi hy, kai baar esaa b hotaa hy jab market ki samaj nahi aa rahi hoti hy aur trader depress ho jaty hian, lakin behter yeh hihota hy k us wakt trade hargiz naa ki jay jab tak mind fres naa ho jay tab tak market sy bahar hi rehna chaeay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим