Trade laganay kay baad

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade laganay kay baad
    Trade laganay kay baad aksar log bechain rehtay hain aur bar bar apni trade ko dekhtay rehtay hainagar aap nay stop loss aur take profit set nahin kya ho tou aap ko chahyea kay trade ko continue basis per dekhtay rahain lakin agar aap nay stop loss aur take profit set kya ho tou mere khayql mein phir trade ko dekhnay ki zaroorat nahin rehti lakin phir bhi agar aap kuch time kay baad iss ko check kya karain tou koi problem nahin hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee haan bhai ji aapne bilkul theek kaha hai agar hum continuous apne trade ko dekhte rahe tu hamari tension he increase hogi is liye hame chahiye stop loss or take profit set karke chor dain aur uske baad jab bhi free ho to uske baad uska result dekh lain..
    THKS
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
      Trade laganay kay baad aksar log bechain rehtay hain aur bar bar apni trade ko dekhtay rehtay hainagar aap nay stop loss aur take profit set nahin kya ho tou aap ko chahyea kay trade ko continue basis per dekhtay rahain lakin agar aap nay stop loss aur take profit set kya ho tou mere khayql mein phir trade ko dekhnay ki zaroorat nahin rehti lakin phir bhi agar aap kuch time kay baad iss ko check kya karain tou koi problem nahin hai
      G bilkul hamen koi bhi trade open krne k sath hi uss pe stoploss aur take profit set kr lena chahiye q k jab ham kissi trade pe apne stoploss aur take profit ko set kr dete hain tab hamen koi tension nhi hoti hai aur ham easily tradiing kr kr te hain
      Hamen chahiye k ham stoploss aur takeprofit k sath hi trade open kren ta k ham apni tade ko behtar tor pe run lr paen
      • #4 Collapse

        Trade lagny ke bad sb kuch bhol bhal Lena chaye aur take profit bhi sath hi adjust kar dena chaye aur jb take apka lagia gia take profit hit na ho trade close nai karna chaye aur agr loss bhi a jay tu usay sabar se bardashat kar Lena chaye
        • #5 Collapse

          Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi information shear ki hai dear apny bilkul thek kha hai agr ham sl or tp lga lety han to hamen apni trade ko bar bar dekhny ki zarort nhe parti or is ham tention free ho jaty han or agr ham sl tp nhe lagaty ek to us me loss zeyada hony ka khatra hota hai 2nd hamra account wash hony ka bhi khatra hota hai
          • #6 Collapse

            Bhai mere kheyal ma tu trade kabhi bhi without stop loss aor take profit kay nhi lagana chayi aor jab tak order close na ker day trade ko dekhtay rehna chayi is say currency ki moving ka bhi andaza hu jata hay aor trend kay direction ma ager take profit ya stop loss hit hu jata hay tu new order bhi place ker kay profit kamaya ja sakta hay is liye jab bhi trading kerni hay tu pher proper tarikay say kerni chayi.
            • #7 Collapse

              Trade open karny key bad traders ki bechini me mazeed tab ezafa ho jata hay jab un ko loss hony lagta hay, koshishs karni chaye key ham koi esa trade open hi na karen jes me loss ka dar ho, proper planing key sath aur news any key bad trade open kia jaye to traders kabi be bechin ho hi nahi sakty hey.
              • #8 Collapse

                Forex trading business mein agr ap koi trade open kartay han tu market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k kartay han aur trade ko bar bar dekhne mein koi problem tu nhi hy lakin is se tension hi ziada hoti hy is koi bhi trade open karain tu analysis kar k trade mein stop loss aur take profit set kar dain phr trade laga kar market ka Wait karain
                • #9 Collapse

                  Trade lgany kay bad bohat say log market watch karty rehty hain aur bechaini se trade kay close honay ka wait karty hain aisa nahi karna chahiye trade put karnay kay bad ap us main stop loss aur take profit set karain ye set karnay kay bad ap market close kar dain aur relax karain kuch time market ko watch na karain agar ap beth kar watch karty rahy gay to tension lain gay aur jald bazi main trade loss par close kar den gay.
                  • #10 Collapse

                    Dear aap ki baat theek hai forex market mein jab aik trade open kar dain tou uss per stop loss aur take profit laga ker apnay system ko off kar dain aur trade ko bar bar na dekhain iss sae aap ki tension mein izafa ho ga jis sae aap trade mein ghaltian karain gay
                    • #11 Collapse

                      Sahi kaha ap ne dear hum jab bhi trade open karen to hum ko chahye ke hum log stop loss and take profit ko laga den kyun us se hum ko baar baar trade ko check karne ki zaroorat nahi parhti agar hum check kar lete bhi hain to us se koi issue nahi hota in case agar hum ne stop loss and take profit ka istemal nahi kiya hai to phir yaqeenan trade ko dekhte rehna jab tak trade close nahi hojati agar zara si bhi focus hat gayi trade se to humen market ka kuch pata nahi kab chart main indicator up down hojaye is lye sahi time stop lagana lazmi hai agar humen trading se profit chaye to.
                      • #12 Collapse

                        Ap ki baat theak hy k trade k bad hum bar bar mobile ya computer ko dakhty hain k trade ksi ja rahi hy q k insan ay sabra hy her kam ma. Ap ki aat theak hy k take profit ya stop loss legana cahy. Lekn agr bahi hum live trade monitors karin agr humary pass time ho to hum trade ko loss ma jany ki bjay profit ma he closes kar sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          g han jab ap apnay trading account mian kisi trade ko open ker latay hai.to uskay baad ya to ap us ko watch kerty rahay.or ager nahi to apni trade main take profit and stop loss ko set ker kay apko apni trade ko bar bar dakhnay say koi faida nahi hota ha..main apni sabhi trade main take profit and stop loss ka use kerta hoon.is say mera account risk per kam hota ha.or mera account bi wash honay say bacha rahta hay...
                          • #14 Collapse

                            g haan bhi jaan ham ko trade lagane keee bad ham ko pashta nahi chahiy hi q k as main ham khud hi as main trade kagate hai as main ham ko bohat ache tareke se ham ko as main kam karna chahy hai thek haio bhai jaan
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade laganay kay baad

                              forex mai trade lagany ky bad hamy market ko dahkna chahey or agar yai loss mai ja rahe ho to hamy isy close kar dena chahey forex aik real or kabe be band na hony wala business hain forex aik world wide business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X