Volume in stock and forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Volume in stock and forex
    Dear members sub sae zayada volume forex ka hay jo kay pechlay 5 saaloun mein 5 trillion tak pounch gaya hai jab kay stocks ka volume iss sae kahin kam hai woh iss lye kay forex 24 hours kaam karti hai jab kay stocks sirf 8 hours tak kaam karti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Apki bat sy bhi agreed hun ky jahan per zyada time business chaly ga tou volume bhi zyada increase hoga aur stock market main agar kam time business ho raha hai tou volume kam hi hoga sath main stock main kuch log hi business ker rehy hoty hain isliay volume kam hota hai lekin forex main puri world sy business ho raha hai jis ki waja sy volume zyada hai
    • #3 Collapse

      jee haan bhai ji aapne bilkul theek kaha hai stock market ki nisbat forex market mein bahut ziyada investment hoti hai uski ki waja ye hay kay ye 24/5 business hai jab ke stock market aisa nahi hai stock market nationwide hota hai jab ke forex market international market hai..
      THKS
      • #4 Collapse

        Gee haan aisa hi hai forex mein business kay timing kay sath sath iss ka payment procedure bahut acha hai jis ki wajah sae logoun ki iss kaam mein stock ki nisbat dilchaspi bahut zayada hai jis ki wajah sae iss ka volume stock sae zayada hai
        • #5 Collapse

          forex trading main agar hum money managemnet karty huway kam lot ko use kar kay trade karen gay to humari trade humay profit daiti hay aur agar hum lalach ki zad main aa kar ziada lot ka istimal kar lain gay to humari trading achi nahi ho sakti humay esmain khoob time he daina chahiye
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Volume in stock and forex

            agar hum forex market ko understance karna chahty hay to humay chahiye keh esmain indicators ki theak say setting karen kyun keh agar hum sahi say indicators ko set kar kay use karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay es liye humay sbar aur tahumal kay sath esmain kam karna chahiye tab he achi earning kar sakty hay
            "The mind is everything, What you think you become"

            اب آن لائن

            Working...
            X