Knowledge Hi kamyabi ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex trading business mein knewledge ki buht ziada ehmyeet hy knewledge hasil kar k forex trading business ko samjh saktay han aur knewledge se forex trading business ki market ko samjh saktay han knewledge zaroori hy agr achi trading karni hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      agar hum knowledge ko enhance kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi aur behtreen ho sakti hay aur es business main khoob money management karni chahiye aur knowledge ko bhi hasil karty rehna chahiye tab he humari achi earning ho sakti hay market main es business main khoob mehnat karni chahiye
      • #18 Collapse

        Es ain koi do ray nhi k knowledge ky bgyr ap much bhi nhi kro skty ho ap ko knowledge ko hr wake improve krty ryhna Chaney or jb bhi moka mily much naya sekhty rhy or dsron sy apna knowledge share bhi krty rhyn
        • #19 Collapse

          Re: Knowledge Hi kamyabi ha

          forex mai hamy daily demo account mai zada sy zada practice karne chahey is mai kam karny sy hamry knowledge or experience hasial hota hain or hamy is mai kam karny ka bonus be milta hain or agar kam karty howe hum sy koi galti ho jy to hum isy durust kar sakty hain or is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain
          • #20 Collapse

            Re: Knowledge Hi kamyabi ha

            ap theak khe rahe han hum ko zayda se zayda forex ko sekhana ho ga jab bhe koyi kam hum log start krte han ya bussines to os ke leye bhe bohat time dena hota hye ye to world ka sub se big bussines hye as ley hum agr ek dafa forex theak se sekh jayan ge to koyi waja nahi ke hum apna acha gozara life me nahi kr sakte
            • #21 Collapse

              Re: Knowledge Hi kamyabi ha

              Bilkul yeah bat 100 fesad drusat hai ke kc bhi chez main kamyabi tabhi milti hai jub apko uc ka sahi Knowledge hota hai agar apko sahi knowledge nahi hai tou kamyabi namumkin ban jati hai par yahan par ak bat zror zehn main rkhen kay sirf knowledge bhi kamyab honay k lye kafi nahi hai balaky knowledge ko practice main lana bhi bohut zrori hai
              • #22 Collapse

                Re: Knowledge Hi kamyabi ha

                g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai kee ham as main knowledge se kam kare aor as main experience ko shear kare tu hi ham as main kamyb ho sakte hain aor a main ham ko chahiy hai kee ham as main kabhi bhi greed na kare tu hi ham as main kamyb ho skte hain aor as main dil laga kar kam kare tu hi hamas main kamyb ho sakte hain agar kamyb hona hai as forex trading main tu ap ko as main mihnat karny ho gy ok ke bhai
                • #23 Collapse

                  Re: Knowledge Hi kamyabi ha

                  bro ap ki bat bilkul theek ha kmayabi ilm haisl krna sa hi hoti ha ager hum kuch earn krna chahta hain to hum ko pahla learn krna chaiya tab hi hum kuch earn kr sakta hin.dunya ka koi bhi fiedl ho to us mein kamyab hona ka lia hum ko pahal us ka bara mein learn krna parta hai us ka bad hum us chez mein expert ho jata hin or achi earning kr sakta hain.
                  • #24 Collapse

                    Re: Knowledge Hi kamyabi ha

                    G friend ap bilkul thk kah rahy han k knowledge hi kamyabi ha agr hamary pas acha knowledge ho ga toh hi phr humy kamyabi mily gi agr hamary pas knowledge ni ho ga toh humy kabi b achi kamyabi ni mil sakhti
                    • #25 Collapse

                      Re: Knowledge Hi kamyabi ha

                      Koi bhi kaam shuru krnay say pehaly us k baray knowledge hasil krna zaruri ha jb bhi hum kisi kaam ka irada krtay hain to us k baray knowledge hasil krtay hain same forex bhi aisi he chez haic men hmain kaam krnay say pehlay sahe traha knowledge hasil krna zaruri ha tb he hum ic men kamyab ho sktay hain.
                      • #26 Collapse

                        Re: Knowledge Hi kamyabi ha

                        G nhi knowledge hi nhi kamyabi or b boht sy kam ha jis sy insan success ho sekhta ha sab sy sy best business jis me log zayda successful ho sekhty ha WO ha pak forex trading q ky is jasa koi business nhi ha agr him trading me mehnat sy kam kary gy to boht kamyabi ho gi pak forex trading ko zayda lreanig ky ley is par search karni chahy
                        • #27 Collapse

                          Re: Knowledge Hi kamyabi ha

                          G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex trading me knowledge ka bagair kuch nahi hai knowledge sy he insan kamyabi hasil karta hai .......agr insan ka pas knowledge he nahi ho ga toh wo kaisy kisi business ko join kary ga is liya chahiya ka pehly knowledge hasil kary phr kisi kam ko join kary knowledge sy he kamyabi milty hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Knowledge Hi kamyabi ha

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ommi پيغام ديکھيے
                            Kisi bhi cheez Mein kamyabi ki pehli CD knowledge Hasil karna hai agar aap Chahte Hain ke Forex trading Mein kamyabi Hasil Kare to aap research Kare aur uske baare mein Jaane. Kisi bhi cheez Mein kamyabi ke liye sabse Pehle Uske bary main Jana zaroori hai ke ye kaam kaise karte hain phir market Mein Jaaye is se aapko come nuksaan hoga
                            Assalamualaikum bhai Ispat Mein Koi shak nahi kay knowledge Ke zariye Hai Hum kamyabi Hasil kar sakte hain sirf Forex trading main hi nahi balki Har field Mein Hum knowledge ke through hi kamyabi Hasil kar sakte hain isliye tridico new trader ko chahiye ke woh straight karne se pehle Forex trading ke related Google par Ja Kahin Bhi search kare or information Hasil Karke Apna knowledge develop Kare aur phir chatting kare usko profit otherwise loss Mein Hai Jayega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Knowledge Hi kamyabi ha

                              yes it is true that knowledge is power, jo log kissi bhi kaam ko shuru kernay se pehly uss k bary main tafseel se tumam maloomat ekathi kerty hain to aisy logon ko loss nahi hota iss liye hum ko chahiye k forex trading main real trade shuru kerny se pehly hum iss ka proper knowledge lain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X