Newbies ki barri ghalti gold pe hoti hay inko information dena chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Newbies ki barri ghalti gold pe hoti hay inko information dena chaiye
    bohat sey log ye ghalti kartay hain trading life mei aatay hain trading ka aghaaz he kisi normal pair ki bajaiy gold sey strat liya jata hay aur loss kar detay hain unko ye smajh honi chaiye gold bohat he risky pair hay big mistake kar jatay hain new trader ye suntay hain kay gold pe barra profit hay then unki koshish hoti hay ussi pe trade karain jab kay aap jantey gold pe trading risky hay specially new logon k liye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi ap ki bat theak hai kiun ka gold ak asa pair hai jo movement zyada lata hai or loos zyada hota hai newbies kia krta hain ka market mai foreign gold mai entry lata hain nahi asa nahi krna chaya gold dangerous hai ap agr new hain to tohra time silver pr dain or samjain trades ko kasa krta hain market ka bara mai bi jana tab ja kr gold ka sochain mara kafi dafa account wash huwa hai gold pr g janab gold s bachain warna ap ko kabi profit nahi lana da ga tohra market ka experience gain katian demo account use karian tab ja kr ap gold pr entry lain tu fida ho ga
    • #3 Collapse

      new traders aksar apny trading ka jab start laite hain tu direct trading kay liye Gold ke market ya phir crude oil ke market mai trading start kar daite hai. yeh dono he markets waise b bohot risky hain aur in mai experienced traders ko b preshani ka samna karna parhta hai tu iss hisab say new traders ko Gold aur crude ke market mai ziada loss ka saman karna parh jata hi . iss liye new traders ko chaiye ke woh trading ka start currency pair say karin tu ziada munasib rahy ga.
      • #4 Collapse

        yes dear ap ki bat theek hy jab tak ap ko gold ki samjh nahi hy ap ko kabi bi us pair mai trade nahi kerni chahiya or gold mai tu spread kafi ziyada hota hy or yi riski bi bahut hy ager tu ap is ko samjh gay hy tu ap bari asani ky sath is mai profit bana sakty hy ager ap ki dim mai ik bi trade sahi lag gai is mai tu ap ko acha khasa profit dy sakta hy per jo bo new trader hy ya jo bi choty account waly hy un ko gold mai trade sy door rehan chahiay.
        • #5 Collapse

          Forex trading business ko hum jab bhinjoin karte hain humain hamesha currancy
          pairs par se trading start karni cahiay khas tor par jo newbis hain aksar ye mistake karte hain wo gold par trading karte hain jis wajha se unhe loss ka samna karna parta hay kiu k gold aik riski pair hay aur is par trade karne k liay ap k pass ko boht experuance ki zarorat hoti hay ayr new traders k liay ye itna easy nai hota
          • #6 Collapse

            Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi information shear ki hai gold ek bhot tesi sy chalny wali trade hy lehza hamen ahtiyat sy kam karna chahye or un trade pe kam karna chahye wesy to ye busines hai mgr jan bojh kar risk lena bhot bri bewaqofi hai
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: imllisauce پيغام ديکھيے
              bohat sey log ye ghalti kartay hain trading life mei aatay hain trading ka aghaaz he kisi normal pair ki bajaiy gold sey strat liya jata hay aur loss kar detay hain unko ye smajh honi chaiye gold bohat he risky pair hay big mistake kar jatay hain new trader ye suntay hain kay gold pe barra profit hay then unki koshish hoti hay ussi pe trade karain jab kay aap jantey gold pe trading risky hay specially new logon k liye
              Mere Ghar Mein Do new trailers com gold pair trading hi nahi karni chahiye UK Forex trading mein gold sabse risky commodity hai aur gold ki market bahut fast move karti hai
              • #8 Collapse

                Gold aik bahut hi risky pair hai. Is liye new members ko chaye k wo kisi aur pair per trade lagain ta k loss ka andesha kam ho. Gold per trading ki practice pehly demo account per kerni chaye. Ta k ap ka gold per thora experience ho jai. Ap ko pata chal jai k gold kis hisab se up down ata hai.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: imllisauce پيغام ديکھيے
                  bohat sey log ye ghalti kartay hain trading life mei aatay hain trading ka aghaaz he kisi normal pair ki bajaiy gold sey strat liya jata hay aur loss kar detay hain unko ye smajh honi chaiye gold bohat he risky pair hay big mistake kar jatay hain new trader ye suntay hain kay gold pe barra profit hay then unki koshish hoti hay ussi pe trade karain jab kay aap jantey gold pe trading risky hay specially new logon k liye
                  Ji Bhai Jaan aapne bilkul theek Kaha mere ghar mein bhi nutrients ko chahiye ke woh bol pata karne se pehle uski market key values ke baare mein acche tarike se analyse Karle qk new trailer Hamesha Hai Apna account bolte hain Bhaskar wa Rehte Hain
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: imllisauce پيغام ديکھيے
                    bohat sey log ye ghalti kartay hain trading life mei aatay hain trading ka aghaaz he kisi normal pair ki bajaiy gold sey strat liya jata hay aur loss kar detay hain unko ye smajh honi chaiye gold bohat he risky pair hay big mistake kar jatay hain new trader ye suntay hain kay gold pe barra profit hay then unki koshish hoti hay ussi pe trade karain jab kay aap jantey gold pe trading risky hay specially new logon k liye
                    Assalamu alaikum bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha mere ghar mein bhi nutrients ko chahiye ke woh gold plated karne se pehle uski market key values ke baare mein acche tarike se analyse Karle qk newtrade Hamesha Hai Apna account bol pata karne ki wajah se kar Baithe Hain
                    • #11 Collapse

                      G janab newbies ki galti Gold par hoti hy agar gold par ap ko rates ka pata ho tu ap ko bht kuch hasil ho sakta hy agar ap ko rates ka andaza na ho tu ap ko kuch bhi is market mai hasil nai ho sakta hy so forex mai yay chexy matter karti hy.
                      • #12 Collapse

                        apki baat sahi hay ziada tar new traders gold par trading start kar daity hay kam experience hoty huway bhi aur agar hum kam experience kay sath gold par trade karen gay to hum market main achi earning nahi kar sakty ulta humay market main loss he hota hay es liye humay chahiye keh pehlay achi trah trading ko seekhy then gold par trade karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          yes jo bee new traders aty hien wo experience hasil ni ker paty hien or aty he gold mien trading start ker dety hien jis ay un ko earning na ho pati hai es lye un ko yeh mstake hergiz na kerni chahye or her bar mehnat ker k khud say analysis kerna chaye jab wo es qabil khud ko mehsos karian k wo trading ker sakty hien to trading start ker dian un ko success mil jay gi or un ko mehnat ka daman hath say na chorna chhaye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X