Traders ko yah baat zaroor mind mai rakhne chaye ke Trading mai kamyabi ke liye over-trading say perhaiz karna bohot ziada zaroori hai .
Trading karna ka matlab yeh hargiz nai hai ke ager trader kay pas balance ho aur market open ho tu har time koi na koi trade open zaroor karne hai. ager iss trah trading ke jiye tu loss yaqeeni hai.Aik dafa profit ya phir loss kar ke b over excitement mai bar bar trading kar kay loss kay siwa kuch b hasil nai ho ga. Experienced traders hameshra achi trading opportunity ka wait karty hain aur iss say profit earning karty hain. over traidng karnay say traders ko loss b ho rha hota hai aur jab achi trading opportunity ate hai tu iss kay liye yah tu investment baqi nai rahi hoti ya phir loss kar kar kay iss time trader ka confidence khatam ho chuka hota hai .
iss liye sab traders kay liye mashwara hai ke woh over trading say lazmi perhaiz karin.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим