Loos ko waja kia hai or kis waja s huma loos hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loos ko waja kia hai or kis waja s huma loos hota hai
    Aap sabhi ko kia lagta hai keh loss ki kia wajah ho Sakti hai jiski wajah sy humien loss hota hai main kuch points aap logun ke sath share kar deta hoon agar mazeed aap logun ko kuch pata hai tu kindly is bary main meri rehnumai farmaien...
    1. Patience ka na hona yeni keh hum sabar nahi karty hain achi entry ka aur ghalat entry laga dety hain
    2. Against the trend hum trade trend k against laga dety hain yeh bhi aik bahut bari wajah hai loss ki
    3. High lot size ko use karna
    4. Stop loss and Take profit ke baghair trade lagana
    5. Money management ko follow na karna
    6. Baghair kisi planning ke kam karna
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    aap ne ye jo sab batain beyaan ki hain inka aik he matlab hay kay lack of planning ki wajah se he hum ye sab karain gay patience ka na hona money management kay mutaabik na chalna trend kay bagair trade karna best analysis ko chorr dena ye sab ki wajah se he humey loss hota hay humay best trading kay liye inn sab ka dehan rakhna hota hay..
    • #3 Collapse

      ziada tar wajohat app ke apni thread mai discuss kar de hain jn ke waja say aksar traders ko loss hota hai . ap ke points bohot he valid han. ziada tar traders ko patience ke kam aur trend ko follow na karny ke waja say loss ka samna karna parhta hai .iss kay ealwa stop loss use na karna b bohot risky sabit hota hai. iss kay elawa aur b bohot say reason hai loss kay lakin main reasons yahi hai. har trader ka trading ka tareeqa kar dosray traders say alag hota hai tu loss ke reason b mukhtalif ho sakti hain.
      • #4 Collapse

        Ji bilkul aapne Sahi for Maya Hai Hame Forex trading Mein loss is wajah se hota hai forex market Mein loss or profit 1 Business ka hissa hai hame Pata hona chahiye ki market Mein losses to normal hote hain Agar huge amount of losses Hona shuru ho jaye to Uske Piche aapka psychology kal ho sakta hai.
        Aap ke andar greet Aur Pyar Ka Jo factor Hota Hai Jiski wajah se aap apne instaforex cabinets account ke upar Sahi decision nahi lete aura Big Lot size open karte hain jaise Jaise Hame Apne instaforex ke bonus account per patient ki Kami ki wajah se losses Hote Hain.
        • #5 Collapse

          forex treading m hmy loss apni mistak ki wja sy hota hy jb hm apny emotion py qabo nhi rakh paty r greed m pr k Jald bazi sy tread order krty hen r phr apni mistak sy sekhty nhi hen tu es trha hmen loss hi face krna prta hy .
          • #6 Collapse

            bhai jan dekho loss ka waja ye he ke ham forex ko time kam dete hen aor is ki waja se ham markit ko smajh nhe pate is liye hamen loss ata he hamen chahye ke ham is ko tme den aor earng karen
            • #7 Collapse

              Bhai ap ney bahut achy se loss ki wajohat bian ker di hain mujhy to loss main jany ki ahim wajha jo lagti hey woh hy lalach aor baghair kis reason key trade laga dena yani market ka koi trend clear nhen tha phir bhi trade laga dena. Jeb market ka trend wazeh ho phir hi trade lagani chaey.
              • #8 Collapse

                forex trading main loss ki mukhtalif wajuhat ho sakti hay es liye humay chahiye keh forex trading main en sab wajuhat ko khatam kar kay saaf trading par dhyan dain aur ye aik bohat acha business hay esmain knowledge aur experience bohat matter karta hay agar hum esko enhance karen gay to achi earning kar sakty hay
                • #9 Collapse

                  Re: Loos ko waja kia hai or kis waja s huma loos hota hai

                  forex mai hum aik he galti ko bar bar karty hain to hamy loss hota hain or jab hum lalch or emotions ko qabo mai nahi rahkty to be hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai apne marze sy time bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Loos ko waja kia hai or kis waja s huma loos hota hai

                    forex mai kam karty howe jab hum market ky rules ko ignore karty hain ya lalch or emotions ko qabo mai nahi rahkty hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi ho ta hamy in sub ko avoid karna bohat zarore hain forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loos ko waja kia hai or kis waja s huma loos hota hai

                      ap ne jo jo point as post me lekhan han wo sub best point han as pr hum sub ko jo new han and ya old han an pr amal krne se hum ko acha fayda ho ga i know but aj kal new new traders aa gaya han markt me jo jald se jald apne accounts ko high dena chahte han js se on ke account wish hote han agr hum apne account ko dekh kr and sabar ke sat tradeing krte han to as se hum ko acha fayda hota hye as leye hum ko forex me best planing krne ho ge js se hum ko acha fadya ho sake

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X