Hedging karna har trader ke bas ki bat nai hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging karna har trader ke bas ki bat nai hai
    Har trader main same quality nai hoti har kisi main kuch positive aur kuch negative pehlo hoty hein in ko kam ya zaida apni mehnat se kia ja skta hai aur hedging bhi bilkul asi hi aik technique hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear hedging ka loss kay elawa aor koi faida nhi hay kiun kay jab ap hedging keray gay tu apka loss ya profit tu lock hu jaye ga aor pher market up jaye ya down apka account per iska koi asar nhi paray ga laiken pher bhi apko nuqsaan huga kiun kay swap ki madd ma apsay daily base per kuch percentage kat'ti rahay gi aor pher aik din apko margin call aa jaye gi tu hedging apkay chotay say account ko bhot jald wash ker day ga.
    • #3 Collapse

      g bilkul ap ki bat theek hy waqi her bandy ko hedging kerna nahi a sakta yi bi a ko ager achi terha is bat ki knowledge ho gi ap abhi bri I asani ky sath ker sakty hy asal ai ager t ap ko market ka trend ka pathota hy tu ph ager market thrasaagainst move kry tu phr ap ko hedg kerny mai koi hej nahi hy.
      • #4 Collapse

        g bhai jaan apne baat tw thek kahe hai har insaan mai postive or negative qualities hoti hai jis ki waja say unhe profit or loss hota hai forex trading mai hedging karna asaan nhe rehta hai khas tor per new members k liye issi waja say mai samjta hu new members ko pehle apne proper experience k saat he trading karni hoti hai demo acount per us per is ka acha experience new members hasil kar sakte hai us surat mai agr real acount per hedging kare gay tw us surat mai humay experience acha hasil hota hai hedging ka
        • #5 Collapse

          Dear brother, hedging loss ki hi aik surat hai hmen is se bachna chaye. Q k hedge trade se hm confusion me aa jaty hain or koi faisla b nai kar paty or market aik side pr boht door chli jaey to hedge break karna bi risky ho jata hai.

          Hedge torna b aik Fun hai jo har kisi ko ni ata..apko boht deep analysis kr k ehtiyat se hedge break karna hoga warna loss wala orders account wash kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            G hedging karne k liye bhi knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy agr hedging knewledge aur experience k sath nhi karain gay tu hedging se account hi wash hota hy new trader ko hedging nhi karni cahaiye hedging expert trader hi kar saktay han
            • #7 Collapse

              forex m heading new treder k liy Kafi risky hy q k heading k liy b experions r knoliged hasil krny ki zrort hoti hy es liy mery khyal sy new treadr ko heading nhi krni chahiy senior r export hi heading kr skty hen r loss sy khud ko bucha skty hen .
              • #8 Collapse

                Jis ke account ki equilty boht km he.wo bnda hedging na lagaey.us ki wja ye he.market agr boht zyda ult chli jati he.tu ap ke account wash hone ka khtra hota he.is liye ap hedging ke liye ap ki equilty zyda honi chahiey.phr ap hedging kr skte hain.
                • #9 Collapse

                  Dear hum to new member hain is hedging waghaira ka hamein koi khas pata nahi hai. TRQ007 axplain ker rahy thay k hedging achi cheez nai hai. Is mein sirf nuksaan hi ho sakta hai. Ager is mein sirf nuksaan hi hona hai to phir is ko istamal kerny ka kiya faida.
                  • #10 Collapse

                    Dear hedging karna tu asaan hai lekin hedging ko torna boht he muskil hai es liye ap ko caiye k ap seekho aur smjho phr es business ami traidng karo tak ap ko acha fiad aho jaye aur ap apni life ko b set kar lo aur acha earn karo...
                    • #11 Collapse

                      agar hum hedge kar kay trade main loss aur profit dono ko barabr kar rahy hay to humay ye baat bhi mind main rakhni chahiye keh esko humay sahi time par torna bhi chahiye kyun keh sahi time par torain gay to he hum esmain apny account ko safe kar sakty hay esmain mena tkarni chahiye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Hedging karna har trader ke bas ki bat nai hai

                        apki baat sahi hay agar hum market main experience kar kay trade karen gay aur hedg kar dain gay to hum market main apni phansi hoi trade main azad ho sakty hay but eskay liye kafi experience bhi chahiye hota hay es liye ziada say ziada focus karna chahiye aur khoob mehnat karni chahiye tab he safe earning kar sakty hay ye aik acha business hay
                        "The mind is everything, What you think you become"

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X