Knowledge k begair trading balance jitna b o zero

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge k begair trading balance jitna b o zero
    Brothers forex k knowledge k begair Ap ka jitna b balance o zero o jay ga this is true ap kbi na smjy k mery pass boht balance a kisi trade m loss o gy ga to kisi m profit o jay ga aur m ehstia ehsita profit ko zaida karta jaoo ga dears ehsa ni o skta Pely ap ko achy se forex Ke learning karni chiey us k bad he trade Karna start kary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear exactly ap nyn thk kaha hy k agr ap k pas buht zyda balance be ho aur ap k pas koi knowledge ni ho ap k pas experience na ho to phir us bary balnce ka koi faida ni hy ap ko cahiey k sab say pehly apna experience aur knowledge increase karyn us k bad bary account ka sochen tab be apka faida hy.
    • #3 Collapse

      Dear asal mai baat ye hai k jab ap ais market mai kaam karty hai to ap k pass knowledge ho ga to ap ko ais market mai kaam karna aata hai agar ap ko ais mai pata ni hai aor ap ais mai kaam karty hai to ap ko ais mai loss hi hota hai kun k ye market kabi ap ki side par aati hai aor kabi ap k opposite jati hai aor aisy ap ko loss ho sakta hai
      • #4 Collapse

        g ap ny sahi kaha hy jub tak hum kisi kam k bary main achi tarha sy jaan nhi ly gy tab tak hum us main ptrofit nahi kar sakty is forex main bhi bilkul hi isa hota hai jub hum zyada profit k peechy bhaagty hain to hum apni lost kar bethty hain q k humein is k baary main knowledge nahi hoti
        • #5 Collapse

          Dear ap ki bat teek ha kay trading ma jatna bi balance ho zero ha ap ko jab pak forex ma kam karna ha to ap kay pass knowledge kahona lazmi ha bohat lazmi ha jab ap ko is kay baray ma knowledge hi nahi ho ga to ap trad kasay karo gay knowledge kay bager insan insan nahi jahil ha os ko pata hi nahi ho ga kay kam ko kasay karna ha or kasay nahi karna so ap kay account ma jatna bi balance ho mager ap kay pass knowledge nahi to ap ka account kasi kam ka nai ap ko knowledge hona jahi ya
          • #6 Collapse

            Firex trading main agar ap k pass knowlldge nahi hy aur ap k pass investment ya bones bhi bohot hy magar ap keleye zero hy qu k ap as ko achay say istamal nahi kar sakty as leye bahter hy ap knowlldge hasel kar lain
            • #7 Collapse

              G han ap ki bat bilkul theek hay forex trading main humare balance k sath sath humari learning boht zada metter karti hy agar humre pass acah knowledge ho ga achi learning ho gi humari tou hum kam balance k sath bhi achi trade kar sakte hain agar hum ye soche k humare pass jitna bhi balance ho kam ya zada hum achi trade kar sakte hay tou aesa nai hay jab hay jab tak humare pass learning nai ho gi hum achi trade nai kar sakte
              • #8 Collapse

                Yes dear of course Aap Ki Baat thik hai forex market main knowledge ki Ban Gaya Hamara account ka balance Kitne Bhi Ho Woh 1 0 account hi hota hai.
                Jab tak aap ke paas knowledge experience of scales nahi hai aap forex market Mein 1 0 trader hain.
                Hame chahiye kya forex market Mein Jab Hum trading Kare to Hame Apne analysis Ke Rakhna chahiye aur Hame long term ke liye trading karne chahiye Jab Hum small volume of lot size Kaise retreading Karte Hain Tumko Pata hona chahiye ke small volume of lot size ke upar trading karne mein Hame experience gain Hota Hai.
                • #9 Collapse

                  Forex aisa business hy jis ka knowledge hona bht zaroori hy knowledge k bagair trading bilkul zero hy kisi bhi business ko achi tarhan manage kerne k lie zaroori hy k proper us kaam ka knowledge hasil kia jaye is lie knowledge is power jitna acha knowledge ho ga utni hi achi trading ho gi is lie forex ka knowledge gain kernay pe focus kerna chahiye
                  • #10 Collapse

                    forex main Knowledge bhot he zarori hain forex main agar knowledge nhe tu account wash hone main 1 ganta b nhe lega agar pure din main sirf or sirf 1 ganta hum thek tara forex k chert ko de or dehan say say tu humhain bhot knowledge hasil ho skti hain pher agar small amount b invest ki jy tu bhot he acha hoga knowledge k liye zarori hain chert ko learn karna pher jitna amount b ho small lot k sath acha earn karna mumkin hain
                    • #11 Collapse

                      g bhai thek k rahe hai ap forex trading mai hum without knowledge k trading nhe kar sakte hai is surat mai humay srif or srif loss he rahe ga forex mai loss say humay profit hasil nhe hota hai issi waja say without experience k humay forex per trading nh karni chaiye q k is mai aik dam say markets ki movement hoti hai or itna ziyada loss hota hai k humara pura ka pura acount wash hosakta hai is waja say new members say mera yahe kehna ha k without knowledge forex per trading na he kare tw acha hoga
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
                        Brothers forex k knowledge k begair Ap ka jitna b balance o zero o jay ga this is true ap kbi na smjy k mery pass boht balance a kisi trade m loss o gy ga to kisi m profit o jay ga aur m ehstia ehsita profit ko zaida karta jaoo ga dears ehsa ni o skta Pely ap ko achy se forex Ke learning karni chiey us k bad he trade Karna start kary
                        G5 Aap Ki Baat Hai bilkul theek hai Adidas ke paas Singh trading ki knowledge Nahi Hai To Uske account mein Jitna Bhi balance nahi bana sakte SBI account balance k sath sath achi knowledge Bihar delivery
                        • #13 Collapse

                          agar hum forex trading kay bary main knowledge enahnce kar kay kam nahi karen gay to hum market main achi earning nahi kar sakty kyun keh knowledge ko use karty huway he hum market main achi earning kar sakty es business main knowledge ko enhance karty huway he kam karty rehna chahiye tab he safe reh sakty hay
                          • #14 Collapse

                            Re: Knowledge k begair trading balance jitna b o zero

                            forex mai agar hum bager knowledge ky kam kary gy to hamy loss ho ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hamy demo account mai zada sy zada practice karne chahey is mai kam karn ysy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain is mai tarding ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Knowledge k begair trading balance jitna b o zero

                              Friends ap ke bat bilkul theak hain knowledge k baghir trading balance jitna b hobzero he hota agr ham acha knowledge or experience lay k trading kary gay to phir ham es sy acha profit earn kar sakty hain es liye kamyab honay k liye acha knowledge lyna chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X