Ghaltiyo say sabaq seek k trading mai aage nikalne k socho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g bhai ap thek k rahe hai humay hamesha say he apni galtio say he seekna chaiye kiu k is tarha say hum koi b kaam ho us kaam mai experience hasil kar sakte hai same issi tarha say forex mai b shuru shuru mai bhot say loag galtiya karte hai jis say bhot say loag ye kaam chor dete hai or jo loag is kaam mai ziyada interested hote hai wo abi tak ye kaam continue kiye howay hai tw humay trading mai agr demo acount per trading kar say kafi acha trading ka experience hasil hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Bulkul dear ap ne sahi kaha humain apni galtiyon se seekha chahye aur aagey barhna chaye and ye dihan rakhna chaye ke aagey jo bhi trade karege hum uss main hum log same mistake ko dubara repeat na kren and jitna ho sake jis mistake se hum ko loss hua tha uss mistake ko study kren ke kia galti usko sahi kese kren and uss p practice krke again trading kren and ese hi is chain ko continue kren ek mistake ki waja trading stop na kren bhalke jitna ho sakte utna seekhen q k galtiyon se hi hum log seekhte hain.
      • #18 Collapse

        is business main jo bi new trader ata hay.usko is business main loss ho hi jata ha.kue kay new trader is business main atay ho buhat hi zayada mistakes kerta ha.jis ki waja say zayada ter new trader ko loss ho jata ha.ager new trader is business main loss say bachna cahaty hai.to unko apni har us mistake ko door kerna hoga.jis ki waja say unko apni trading main loss hota ha.apni sabhi mistakes ko door karnay kay baad wo is business main buhat hi acha trader ben sakta ha or is business main success hasil ker sakta ha.
        • #19 Collapse

          jee apki baat sahi hay forex trading main galtia ho jati hay but humay ye bhi mind main rakhna chahiye keh humay apni un galtio say sabq zaroor seekhna chahiye kyun keh agar hum apni galtio ko theak kar kay trading par mazeed achy say focus karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain mehnat karty rehna chahiye
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna mistake sa lesson hasil karna start karda to per hum ko achi earning hoge esleya hum ko apni mistake sa lot of learning hasil karni ha to per hum ko achi earning hoge warna nhi hoge..............

            اب آن لائن

            Working...
            X