Bank ki chutti (holiday) k din trade na kren forex marekt men?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bank ki chutti (holiday) k din trade na kren forex marekt men?
    Dear members forex market mn trade krty hoy jis country k bank ki holiday ho tu us din us mulk ki currency py trade na kren q k us din us country k tamam bank band hoty hain aor us din market mn us currency ki koi moment ni hoti as liay us din trade na kren.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sohbatkhan پيغام ديکھيے
    Dear members forex market mn trade krty hoy jis country k bank ki holiday ho tu us din us mulk ki currency py trade na kren q k us din us country k tamam bank band hoty hain aor us din market mn us currency ki koi moment ni hoti as liay us din trade na kren.
    G bilkul jiss din Bank holiday ho uss din hamen uss crunccy pe trade nhi leni chahiye q k uss din uss crunccy men bahot hi kam movement hoti hai aur ham aise hi time waste kr ehe hote hain
    Isliye hamen uss crunccy pe trade nhi krni chahiye jiske banks band hon hon iss tarah se ham aise hi confused hote rhen ge
    • #3 Collapse

      bhai bank bi Sunday or Saturday ko hi off hoty ha or forex market bi Sunday or Saturday ko hi off hti ha
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        g ap ny bilkul sahi kaha hai zyada tar aisa hota hy k hum holdays waly din trade laga dety hain aur phir hun lose kar bethty hain iski sab sy bari waja ye hy k hum sub patience nahi rakhty aur wahi hota hai jis ka humy dar hota hy hum sub lose kar bethty hain aur baad main pash ta ty hain
        • #5 Collapse

          meri iformations k mutabiq hamary mulk mien aksar banks sunadya or saturday ko close hoty hien or us din markets bee close hoti hati hai es lye hum us din kio trade wesy bee open na ker sakty hein es lye ap ki yeh bat hamary samjh mien a a saki hai.
          • #6 Collapse

            Dear brother holiday ko bank ki choty hoty hy as leye hamen trade nahi lagani chahye aur kay dafa wasay bhi bank main choty hoty hy aur choty k din market bhi closs hoty hy aur trade nahi lagai ga sakty
            • #7 Collapse

              Bhai mery khayal mein to tamam bank international holidays k sath hi chuti kerty hain. Han ager kisi mulk ki local chuti ho to phir shayed. Us country ki crunccy waisy bhi ager move nai ker rahi to koi pagal hi ho ga jo us pet trade lagai ga.
              • #8 Collapse

                Dear ap ki bat teek ha ka hum ko jahiya ka jis dan kasi mulk ki chutti hoti ha to is din os mulk ki currency bi nahi tabdi hoti hymay jahiya kay huma holiday kay din trad na karay or bas zayada sa zayada posting karay takay hum ko bons malay
                • #9 Collapse

                  Sir g information kafi best hy lekin is k bary mein meri raye ye hy k ap gold per weekend per trad karein aynalise k bad trad karein aur profit lein
                  welcome to pak forum
                  • #10 Collapse

                    G bhai ap ny bahut achi information d hai k ager kisi country mn bank holidays hain tu US country ki currency py trade no krny chahy q k US currency ki moment side way move krni hai yank us mn koi change ni hota as liay bank holiday k din trade na kren
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Bank ki chutti (holiday) k din trade na kren forex marekt men?

                      forex market aik hafty mai 2 din ky liye band hote hain hum cote waly din investment nahi kar sakty forex aik big business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X