Forex trading mai over confidence alarming situation!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai over confidence alarming situation!
    Aoa dear forum friends mai apse share karna chahta hun k forex trading mai kuch log intial mai aaty hain to pehly 2 se 3 trade jab profit mai jaati hain to wo over confidence ho jaaty hain k wo to forex k expert ho Gaye aur ye bohat alarming situation hai k is situations mai wo ghalt tarding kar sakta hai jisse bohat bara loss bhi ho sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    walikum salam yes dear ap ki bat theek hy 2 ya 4 trade ka profit mai jany sy hm log khud ko forex ka master nahi keh sakty or na hi yi dawa ker sakty hy ky hm log forex ko bahut hi achi terha samjh gay hy ab hm log profit ban aly gy asal jo emtihan hota hy wo yi ky ap apny account ko safe rekh ker 3 mah trade kerty rahy or ap ko loss na ho 3 mah ap ny profit hi liya ho or ap ka account bi wash na howa ho tu ap ik kamyab trader ho sakty ho.
    • #3 Collapse

      Yes of course Aap Ki Baat bilkul theek hai forex market main bhi bahut zyada alarming situation Hoti Hai Jab Hum forex market me trading Karte Hain.
      Agaram forex market me trading karte huye Apne instaforex bonus account ke upar trading karte hain aur Hamesha Karta Hamari trade profit Mai Chali Jati Hai.. Tamari trade Sagar profit Mai Chali Jaati Hai To hame overconfidence nahi hona chahiye.
      • #4 Collapse

        Ji Bhai aapne Yeh bahut hi achi baat Kahi Forex trading main overconfident Sona aise hi hai Jaise Hum Apne papa Khud Khiladi Mare Azhar Dosto Forex trading main trade Lagate wakat Hame Kabhi be overconfident nahi hona chahiye Hamesha ke liye discipline kaam Rahega karna chahiye aur Hume trading ke rules and regulations ke metallic red Lagani chahiye ok Hame kabhi bhi Dhoka nahi Lagana chahiye 99% na kaam Hote Hain Dosto hame koi Lagane se pehle hona chahiye Uske baare meinanalysis karna chahiye Inshallah Hame fayda hoga thanks.thnks
        • #5 Collapse

          bhai main apki bat se sehmat hun forex trading main jub 2 se 3 trade main still profot mil jay tu mera expernce hai k 4th trade par loss yakini ho jata hai yah mery sath bhi howa hai es liye kbhi bhi over confident na hon q k hmaisha ayse he hota hai k apko do se 3 trade aghr profot main mil jati hain tu agli trade bary los k sath ap k samny a jati hai tu avoide karen lalach nahi karni chahye
          • #6 Collapse

            G forex trading business mein jo new trader han wo hi ziada over confidence hoty han kiok new trader ko jab 2.3 bar profit hota hy wo kehty han trading koi mushkil nhi hy aur wo over confidence se trading kartay han aur ye hi mistake hy aur account wash ho jata hy over confidence nhi hona cahaiye aur confidence se trading karni cahaiye
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mai over confidence alarming situation!

              agar hum overconfidence ho kar trading karen gay to es trha humari trading theak nahi hoti hum market main earning karnay ki bijaye nuqsan kar lety hay es liye humay chahiye keh market main sabar kay sath he kam karen aur esmain knowledge ko enhance karen aur khud main garoor ko paida na honay dain es say nuqsan he hota hay
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mai over confidence alarming situation!

                forex mai agar hum over confidence mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara business hain hum is mai pairs or currency py trading karty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mai over confidence alarming situation!

                  forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik involve hain hum isy apna professional career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mai over confidence alarming situation!

                    forex aik online business hain hamy is main hard work or mehant sy kam karna chahey hamy is main apny emotion or alach ko qaboo main rakh kar best confidence ky sath is main kam karna chahey pher hi ham is main successful ho sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mai over confidence alarming situation!

                      over confidence sy kam karny ka matalb nuqsan ko kud dawat dena hain hamy isy avoid karna ho ga or hamy ache learning hasial kar ky aik time table bana kar confidence ky sat kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex kabe be band na hony wala international business hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mai over confidence alarming situation!

                        No doubt bro ap n bilkul theak kaha forex trading Mai overconfidence Insaan Ko lay dobta hai. Forex Kia zindgi ky har field mai overconfidence Insan Ko tbah krta hai. Agr kiai insaan Mai ye khaami hai to usy theak krny ki zarort hai wrna wo buht jald paisa khoo Dy ga or account Wash Kara bethy ga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X