aik he poin say jub markeet bar bar rejection hoti hay to usay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik he poin say jub markeet bar bar rejection hoti hay to usay?
    members maira ap say sawal hay k jub markeet ak he point say bar bar reject hoti hay to usay support ya resistence kehtay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear mai ap ko batata chalo ky market ager buy trend mai ho or upper ki terf move ker rahi ho tu age rwo upr jaty jaty kise point sy tekra ker nechy ki terf move kerti hy tu ap us ko resistence kehty hy or ager market nechy ja rahi hoti hy tu us time kise point sy tekra ker acha khasa up ly tu us ko hm log support kahy gy or in ki waja sy ap market sy bara hi acha profit bana sakty hy.
    • #3 Collapse

      Dear aap ko pata hona chahiye Ke Jo Ek. Hota Hai Jaan Se market resist Le Rahi Hoti Hai To usko support area bhi kar sakte hain aur resistance area V K sakte hain.
      Aap ko support area is liay kaina hota hai kay ham jab trading kartay hain.
      Agar market bearish market raha ho aur beer is a Cuttack remove Kare aur uske baad Majid Billo of Na Kare to say support area Kaha jata hai Aur Angaar Wakad Des kar raha hu wajah se hota hai.
      Grey market bullish trend mein ho aur Market Jahan se resist for rejection live score AC resistance area Kaha Jata Hai insta Forex bonus account.
      • #4 Collapse

        Dear friend agar market ooper ki taraf move karty huye kisi ik point ko agar bar bar touch karti hai to ussy resistance point kehty hai aur agar market down jaaty huye ik hi point se bar bar up jati hai to ussy support kehty hain. Basically yehi forex trading k analysis hain jis pe trader expects karty huye trade karty hain agar isko saheh tarah analyzes kiya jaye to acha profit earn kiya jaa sakta hai.
        • #5 Collapse

          dear friends 83.5 market Bar Bar resist kar rahi Hoti Hai Sach Keh Rahi Hoti Hai To iska matlab kya kar rahi haiS. Se Hame Mohabbat Rahna chahiye aur Hame is point trading nahi karni chahiye midlothian is. Betrayed Na Lage Tu basa Hoga Hamare liye aur Na Mila saudara account Veronica thanks
          • #6 Collapse

            bhai market ki aik sequence k sath up down main moving hoti hai or yah sara jo amal hota hai wo support or resistance he hota hai or jub market up or down main kisi point se takara kar oper necy hoti hai tu support or resistance k amal main he hoti hai or esi movemnt ko he rejection kah skty hain oir market main aysa he hota hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: aik he poin say jub markeet bar bar rejection hoti hay to usay?

              agar aik he point par market bar bar touch kar rahi hay to humay daikhna chahiye keh wo konsa point hay wo support aur resistance ho sakta hay aur agar hum esko mady nazar rakhty huway trade karen gay to humari trade bohat achi ho sakti hay aur ye levels janna bohat he zaroori hoty hay tab he safe earning kar sakty hay market main
              "The mind is everything, What you think you become"

              اب آن لائن

              Working...
              X