Trading mein aap ki flexibility
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein aap ki flexibility
    Forex trading mein humain flexible hona chahyea jab aap flexible hoon gay trading mein tou agar koi bhi situation aye aap uss ko handle kar sako gay so yeh aik zaroori cheez hai aap ko try karna ho ga kay apnay aap ko convert karain iss tarah kay jab koi bhi situation aye chahyea woh good ho ya bad aap uss mein sabit qadam achay aur
    achi tarah sae uss ko handle kar sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ap ki bat theek hy per us ky liya jo sab sy best cheez hy wo ap ka mind ka set or strong hona zarori hy ager tu ap mind ky lihaz sy set hy tu ap ko bari hi asani ky sath market mai change hoti hoi situation mai apny ap ko bari hi asani ky sath change ker ly gy ager ap ko pata ho ga ky ap ki trade galt jaga per lag gai hy tu loss mai band kerna behtr rahy ga bajy is ky ky a is bat ka w8 kry ky kabi na kabi tu profit mai a jay gi or us ki waja sy ap ka account wash ho jay.
    • #3 Collapse

      Forex market Mein Hame Apne flexibility dikha Ne chahiye aap ko pata hona chahiye Jab Tak Hum flexibility nahi dikhte forex market main.
      Apni physics flexibility ke liye Hame Chahiye Hota Hai ke hum forex market Mein patients Kamal Arekere patients kohi flexibility kehte hain means to seek Hame forex market mein job analysis karne chahiye Jo Hame and normal trading Karni chahiye aur kisi exact support resistance area se Hame trading Karni chahiye.
      • #4 Collapse

        Bilkul bhai forex trading mai right decision right place pe bohat matter karta hai aur ye ap tab hi kar sakty hain Jab ap mai flexibility ho agar ap apne tarde pe atak jayain Jab k wo ghalti pe ho aur apko pata bhi chal jaye to apko loss ho jayega jo apne apni zidd ki waja se kiya lihaza tarding mai insan ko flexible hona chahiye.
        • #5 Collapse

          dear friends Assalamu Alaikum Forex trading Mein Hame Hamesha ek baat yaad rakhna chahiye Jab Hum trading Karte Hain To usne Hame aap flexibility dekhni chahiye Forex trading main ye nahi hota kya Humne Agar Ek trailer gadi hai Uske Humne stop loss and take profit set kar diya hai ek dafa Tu usko Hum change nahi kar sakte Ye Kehna bahut hi galat hoga Tumse Hame market friend ko Dekhte Huye Bada Babu change Karne padte hain Agar nahi karenge to usse Hame last hoga aur Hamara account vivash Ho Sakta Hai Dosto Forex trading Mein Hame apne aap ko flexibility Paida Karne Hogi Jiska Hame Hai Fida Hai thanks
          • #6 Collapse

            jub bhi koi forex main ata hai to us k liye ye zaroori hota hai k wo patince rakhy aur thora bota knowledge bhi huna chahye jab hum ye dono cheezy gain kar lety hain to hum forex aur insta forex par kisi bhi situation sy nabtny k liye ready hoty hain
            • #7 Collapse

              G bhai apny ap ko mahol k sath dhalna aur tabiyat lachak pada kerna bhi aik art hai. Trading mein agr ap ko nuksaan ho raha hai ya profit apny oper control rakhein. Marketing mein bhi lachak dekhani perti hai. Ager ap lachak mai dekhai ge to faida nai ho ga.
              • #8 Collapse

                trading ma him log jtni zyada mhant kre gye him logo ko itna hi zayda bonus mily ga or him log itni hi zayada earning kr skty ha
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Dost ap ney bahut achi baat ki hy forex forex trading main humain situation key mutabiq chalna hota hy ager hum apny apko change nhen kerty to hum loss main jain gy. Market ki up and down key hisab se hum ney apni strategy change kerni hoti hy.
                  • #10 Collapse

                    trading mien ager hamary mien falxibality hai to hum aik achy trader ban sakty hien or es mien aa ker name kama sakty hien ager ni hai to hamain apn under falxibality peda kerini ho gi tab he hum es mien aa ker her lehaz say success hasil ker sakty hien.
                    • #11 Collapse

                      Forex trading mein flexibility aap mein experiance sae aa sakti hai aur jab tak aap ko experiance nahin ho ga aap forex mein flexible nahin ho saktay aur experiance kay lye zaroori hai kay aap kay pas forex ka knowledge ho aap ki demo mein jitni zayada practice ho gi aap ka experiance utna zayada ho ga market sae zayada intouch rahain ta kay aap ka experiance barhay aur aap kisi bhi qisam ki situation ko handle kar sakain
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
                        Forex trading mein humain flexible hona chahyea jab aap flexible hoon gay trading mein tou agar koi bhi situation aye aap uss ko handle kar sako gay so yeh aik zaroori cheez hai aap ko try karna ho ga kay apnay aap ko convert karain iss tarah kay jab koi bhi situation aye chahyea woh good ho ya bad aap uss mein sabit qadam achay aur
                        achi tarah sae uss ko handle kar sakain
                        Tere raske success new main traders ka Forex trading ke liye flexible Hona Bahut Yaad Karta Hai Kyonki Jab Hum taxable Hoke trading Karenge trading Mein interest Milenge oruthi trading kar Sakenge
                        • #13 Collapse

                          Ye baat to bilkul drost hai ky forex trading main flexbility honi chahiy ku ky forex trading business he asia hai jis utar our charhao hota rehta hai ager kabi zaida loss hony lagy to hamy flexbility ka muzehra karty hovy hmesha sabt qadmi ka muzehra karty hovy us loss ko cover karna hai our lreshan nhi hona yehi flexbility hai
                          • #14 Collapse

                            forex trading main jub hum trading karty hain os main hmain har trah se felexible hona hota he hai tu q na apni trading main fesh mind k sath trading karen or jo hota hai osko fresh mind k sath osko handle karen q k boht se trador loss hony k bad over react kar jaty hain jis ki wjah se un ko doaa loss ho jata hai tu es chez se avoide karty howe trading karni chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
                              Forex trading mein humain flexible hona chahyea jab aap flexible hoon gay trading mein tou agar koi bhi situation aye aap uss ko handle kar sako gay so yeh aik zaroori cheez hai aap ko try karna ho ga kay apnay aap ko convert karain iss tarah kay jab koi bhi situation aye chahyea woh good ho ya bad aap uss mein sabit qadam achay aur
                              achi tarah sae uss ko handle kar sakain
                              Hame apni Dadi main entrance Lena chahiye aur flexibility dikha Ne chahiye Kyunki Hai Jab Hum Apni recording karne mein interest nahi hai to cheat reading kar sakungi ICSE results machayenge Aur honeypreet Hoga
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X