Limit set kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Limit set kren
    Meri tamam forex traders se request hai k jab bhi koi trade start kren to pehle take profit aur stop loss limit set ker lia kren is se ye faida ho ga k loss me janey ki sorat me apka account wash ni ho ga aur agr profit me gai to acha amount of profit ap hasil ker saktey hain. Ye hamare liey best hai is liey is pe amal zaror kren.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course forex trading main aap ki limits kay related thread kafi usefull hai.
    Hamain apnay insta forex bonus account per stop loss limit or take profit limit zaroori lagana chiay.
    Is tareekay say ham severe market condition jis main market high volatile ho sakti hai.
    Is condition main hamara account save raita hai.
    • #3 Collapse

      Yes offcourse aisa hi hai jub b ap apni trade lagaty hain tou us main stop loss and take profit tool set kar dain kuin k jub ap ye set kartay hain tou jis point pay ap set kartay hain us pay ja k ye khud ba khud apki trade close ho jati hai tou zadda loss honay sy bach jata hai is main ap ofline b ho skhtay hain in tools ko set kar k in tools sy bhoot ahsaani ho jati hai...
      • #4 Collapse

        ap tamam dosto ka shukria jo ap humy itni achi tarha sy teach kart hain forex main lekin kuch aisy log bhi hain jo junior sy door bhaagty hain aur wo madad karny ki bajaye misguide bhi kar dety hain jis sy new members ko lost ho jata hai aur wo forex sy leave ho jaty hain aur ye buhat ghalat baat hoti hai k kisi ki madad na karna ap log kia kehty hain agar ap meri baat sy mutafiq hain to plz thanx par click kar dein
        • #5 Collapse

          Forex trading mein take profit aur stop loss boht hi achay tools hain jin ki madad say hum profit aur loss ki limit set kar saktay hain aur is say hamein boht faida haasil hota hai,is kay zariye hum kisi big loss se bach saktey hain,is liye trading kartey waqt in tools ko zaroor activate karna chahiye.
          • #6 Collapse

            bilkul theek kha hy ap ny dear lazmi ap ko apny ik targer set kerna chahiya tabhi ap ik end mai acha profit bana ly gy or us ky liya zarori hy ky ap ko pany limet ko set kerna chahiya tak ap ko asani ky sath apna target mill saky or ager ap sl ka bi use kerty hy tu bari asani ky sath ap ka acouny wash hony sy bach jay ga,
            • #7 Collapse

              Forex market Mein Hame limit set karne chahiye aur stop loss limit or take profit limit Mein zaroor set karne chahiye.
              Jab Hum Pakistan Forex forum ke upar trading Karte Hain To Hame Hamesha set support and resistance areas ke upar trading karne chahiye.
              Hame Pata hona chahiye kya Hame Jab Bhi trade leni hai suhana export or resistance areas ke upar trade open karna Hota Hai.
              • #8 Collapse

                Dear stop loss our tak profit trading ka boht aham tool hai es ka estmal lazmi krain
                likn main ya nhi kehta ky har trade par lgain likn us trade par zroor lgain jis main app ko khtra saf nzar aa raha ho ta ky zaida loss sy bacha ja sak
                take profit ka astmal b lazmi krain jab app trade lga kar kesi our kam main masroof hon ta ky ager teade profit dy rahi ho to limt ky hsab sy trade mud he close ho jay
                • #9 Collapse

                  Tamam doston ki feedback ka bohat bohat shukria. Me apki instruction pe zaror amal karoun gi aur in pe amal ker k achi trading karoun gi aur acha profit hasil karoun gi. Ap isi tarah feedback detey rahen.
                   
                  • #10 Collapse

                    g han apki bat sahi hai sye auik tu hmari trade kafi save rahti hai dosra hum apni trading se risk ko kafi had tak kam kar dety hain es liye pahly apni limit set karen jis k liye ap apni trading main stop loss or take proft ko use karen os k bad ap apni trading main market ko chek karty howe trading karen ta k apko market ki currenct point par trading karny main asani ho jay
                    • #11 Collapse

                      Re: Limit set kren

                      Yes boss hamain jab trade kerna hota h tu hamain as mientake proft zaror astmal kerna ota h q k ye aik bhoot i acha tool h aur as mien jan ham theek sy use kerty hien tu hamain as mien kamyabi mil sakti has lyee hamain as mien mehnat ker k as ko belkul thek jaga per astmal kerna bhoot zaayda zarori h aur hamain phir as mien kamaee bhoot ho sakti as lyee mien as mien abi sy mehnat ker rhah hon aur as mien her cheez ko bseekh raha hon.
                      • #12 Collapse

                        Re: Limit set kren

                        stop loss and take profit 2 buhut achy tools ha forex ma our un dono ka sahi istimal humain big loss sa bacha sakta ha jis sa k acount wash hony ka hatra ho sakta ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Limit set kren

                          G bilkul theek kaha ap ne, hamain apni trade par take profit or stop loss ka istimal zaroor karna chahye. Apne analysis ko samne rakhtay hoe ap jahan tak aspect kar rahay hun take profit ko set kar dena chahye. Or aisay he stop loss ko b calculated he lagana chahye.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Limit set kren

                            forex mai hamy ache learning hasial kar ky ache planing kar ky analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X